Originally posted by: Mishti_94
Waah!Kya plan hai!😆Haan! Thank God they will atleast get married. Phir toh Om Shanti Om!Jo karna hai Kar lo!Panika aur Billoo Ji ko Koi alag nahin kar sakta😆Yes Phonetod, platetod, khitkitod!Aur kya kya todega yeh Billoo Ji?😆
Wo kuch aur tode ya na tode par agar aisa chala to Mai uska sir zarur Tod dungi 🤣