maine bola na meri galti nahi thi shivam bhaiya ki thiOriginally posted by: ms.dhingra
😡😡, 11:30 bje tak wait kiya maine😭.Anu ki ss ke 5 parts padh liye fir bhi tum nhi aayi
unko pm ka reply nahi karna tha toh bata dete mujhe faaltu mein wait karna pada nd mera afternoon nap ka time kharaab ho gaya isliye padhte padhte mujhe 7 baje neend aa gayi nd main subah 3 baje uthi toh koi nahi tha uss time uske baad main phir sone chali gayi nd abhi uthi 😆
maine kal raat mein khaana v nahi khaaya tha nd abhi tak breakfast v nahi kiya hai nd tum mujhe daant rahi ho 😭
923