FF : Coin has two sides - Pure & Evil (Ch10A - Pg126) *Pms Later* - Page 47

Created

Last reply

Replies

1k

Views

43k

Users

37

Likes

1.2k

Frequent Posters

coolhi1988 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago

Originally posted by: mbmskkm

dont get shocked seeing my back to back comments i read all d chapters yesterday
but got errors for commenting

wow that girls human name rutu
manav & sharad are same to her
arey yeah vasant ko ilu boli
aur ab sharad manav ko line mar rahi h
but manav to isse didi bulata hai
yeah kya chakkar h
sab ghotala hai idhar
she makes sharad & manav meet 2 gals
& invites for party
wow vava dances on gerua
my fav song
vava d bst😳


oh!!
this If & its errors...
samjh ni sakta koi...šŸ˜†šŸ˜†
thnk u for d comment..
yeah vav r d bst!!😳
woh gadbad ghotala hai!!šŸ˜†šŸ˜†
coolhi1988 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago

Originally posted by: mbmskkm

hein?
vasant can smell varsha
all men helping women in cleaning
wow thats great
in my house too men help women wen there is get together
rutu likes anna wanted to be her special frnd so start shud also be special
meri aisi ek pagal frnd thi by god itna pareshan karti thi
bhairavi ne mukhwas ka mukhvase kia & souf ka sofa!!!šŸ˜†šŸ˜†šŸ˜†
hsw wat was that lab scene
dara diya
isme vava scene nai tha


yes..
laga na jhatka..
ab love story thode hi hai.. ki har update me vava scene ho...šŸ˜†šŸ˜†
thnks 4 commenting...
coolhi1988 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago

Originally posted by: mbmskkm

waiting for next chapter
jaldi karo


hopefully..
today or tomoro...
coolhi1988 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago

Originally posted by: mbmskkm

too good u r
well bhairavi only in last part..
roli wer fab.. lol
theif's back in colony??


i know.. u r a Bhairavi lover...😳
coolhi1988 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago
unres bhi kar lia karo kabhi!!šŸ˜†šŸ˜†
coolhi1988 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago

Originally posted by: -VisheshTippani

res FF jaldi complete karo same maza ayega šŸ˜‰
hi hih


pehle tum padhna start toh karo!!!
usme same maja aayega!!!šŸ˜†šŸ˜†
coolhi1988 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago

Originally posted by: -VisheshTippani

next isko spam karna h šŸ˜‰

muhurat nikal wao!!! šŸ˜†šŸ˜†
coolhi1988 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago





Link to Previous Chapter

Chapter 7


https://www.desiglitters.com/wp-content/uploads/2009/02/thank-you-desi-glitters-29.gif



The following 10 member(s) liked :


vasantvarsha, Mickey_S1, cutest_vava, mbmskkm, To-Barobar, iKunshTyagi, 0913155, Krish58, Senoritaamor, ..optimist..,


coolhi1988 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago






Chapter 8




After few days, one morning, Rutu visits Ghotala house. Vasant & Sharad have gone out. Hemant, shishir are playing out with Pritesh, Mitesh & other kids. Varsha is cooking lunch. Rutu comes & sits on kitchen platform.

Rutu says, "Varsha baby!!"

Varsha being happy says, "Haye, kitna achha lagta hai yeah sunna. Baby.. kitne saalo baad sunna maine yeah."

Both laugh in their alien style. "Baby kya bana rahi hai khane me?", Asks Rutu.

Varsha replies, "Aaj Hemant ko kairi aur capsicum wali tarbuj ki sabji khani hain. Toh woh bana rahi huu. Tum khaogi?"

Rutu replies, "Tumne itne pyaar se banai hai, aur itne pyaar se puchh rahi ho, toh jarur khaungi."

Varsha smiles listening this. Rutu questions,"Varsha Baby, ek sawal puchhu?"

Varsha surprisingly replies, "Mujhse kuch bhi puchne ke liye tumhe meri izajat kabse leni padti hai. Puchho!"

Rutu sees her expressions & laughs lightly then decides to tease Varsha a little & by 400 yrs experience she knows wat topic is best & now she also has a human addition to it. & so she asks, "Varsha!! Yeah Kuku kaun thi?"

Just as she uttered this question, Bhadresh who was coming to Ghotala house stopped in his tracks. & Stood there to listen the talk. Anna & Bhavana had decided to go to market for purchasing vegetables. So Anna thinks she would ask Varsha & Rutu , if they wanted to come. When she came inside Ghotala house, Varsha & Rutu were talking & as there was time to go to market, she thought to let them talk.

Varsha replies making a face, "Kuku!!" & stares at the space no where particularly.
Seeing this reaction of Varsha Rutu smiles on mind & continues, "Bass naam suna hai maine iska. Koi khas thi kya?"

Varsha replies, "Nai koi khass nai thi, bekar thi, bus sab logo ko fasati thi apne jaal me, kyun ki usse sabke gharme transmiters jo fit karne the." anger rising within her.

Rutu said surprisingly, "Transmiters sabke ghar pe? Sachi??Kyun??" As she dint knew anything about Transmiters.

Varsha says, "Arey kuch nai, woh Kutchh Bhuj me ek vyapari hai, jo padosi mulk me aate jate rehte hain, toh police ko lagta hai ki kaun woh idhar ki baat udhar to nai karte. Aur humare ojha uncle uncle hum shakal hai, toh is liye police ko shak tha ki kaun ojha uncle hi guluba toh nahi. Isliye Transmiters ki recordings se proof le rahe the woh log. Aur isliye aayi woh chudail!!"

Rutu first felt relieved, as she thought humans got doubt on Ghotalas being aliens & so to gather proof against them they fit Transmiters. Then she got confused, but seeing Varshas expressions on remembering Kuku she decided to tease Varsha further, "Chudail!! Kyun maine ne suna woh ekdam pataka dikhti thi, matlab gori chitti thi?"

Varsha snaps back, "Gori chitti thi toh kya, itne bite irade se aayi thi. Tumhe pata hai, colony ke mardo ko apne jaal me fasane ki koshish ki thi usne. Ojha uncle, Ronnie bhaiya, Bhadresh bhaiya, yeah log toh lattu ho gaye the uske pichhe." & Does Heein.

Rutu smilingly replies, "Achha un logo ko fasaya tha na. Vasant ko thode hi fasaya tha!"

& After hearing this Bhadresh who was hearing their talks get suspicious & goes in search of Vasant.

Varsha replies, "Nahi, Vasant ko Kuku ne apni jhal me fasaya nai tha, lekin... mujhe woh pasand nai hai. Uski wajah se mera aur Vasant ka jagda bhi hua tha."

Rutu smiles, "Haan toh tumhe aisa nai kehna chahiye tha na ki 333 bhi badi hoke itni hi khubsurat lagegi. Insaani Roop me toh aisa hi dikhegi. Toh Vasant nikale pada usse apni beti banane. Lekin pehle usse yeh yakin bhi dilana tha na ki tum log normal humans hi ho."

Varsha replies, "Haan, mujhe pata hai, lekin us waqt thode hi pata yeah. Aur tab mujhe Vasant ne bataya bhi nai tha yeah. Yeah to Sharad ke much se ek nikala toh mujhe pata chala."

Rutu says, "Toh phir uske naam par itna gussa kyun hoti ho, Baby?"

Varsha says, "Kya karu, me jab bhi Kuku ko yaad karti huu mujhe gussa aata h. Khud pe! Maine agar aisa nai kaha hota toh Vasant jate bhi nai uske pass, usse dusre din humare yahan chai pe bulane. Aur Vasant ko toh woh achhi bhi nai lagi thi. Vasant ko toh woh Chudail lagi thi."

Rutu says, "Achha!! Isliye ab tum usse Chudail bulati ho!! Ab samjhi!" & Winks. Varsha laughs on this.

Rutu suddenly remembers sumthing & questions, "Varsha agar tu Kuku ko abhi napasand karti hai, toh jab me yahan aayi, Vasant se mili, I luv u bhi kaha, toh tu gussa kyun nai hui."

Varsha replies, "Tumse aur gussa? Woh toh sirf Vasant hi ho sakte hain, mein nai. Mein kabhi nai bhul sakti ki tumne mere liye kya kya kia hai. Tum nai hoti toh aaj me aur Vasant saath bhi nai hote. Humara beta aaj zinda bhi nai hota, humare saath nai hota, humari aankhon ke samne nai hota. Tumne jo kuch bhi kia hai uske baad me sirf tumse phase kar sakti huu, tumhara shukriyada kar sakti huu, tumhe dekh ke Khushi se uchhal sakti huu lekin, gussa bilkul nai. Not possible. Maine toh Vasant ko chod hi dia saalo pehle yeah soch ke ki me unke liye sahi nai huu, unke layak nai huu. Tum thi woh kisne mujhe yakin dilaya ki Vasant mujhse kitna pyaar karte hain, aur mein bhi Vasant se kitna pyaar karti huu is baat ka ehsaas tum hi ne mujhe karwaya tha. Humare liye tum apne Papa tak se lad padi thi. Yeah sab me nai bhul sakti. Aur baat rahi I love you ki toh,,, toh,,, mere Vasant hai hi itne achhe ki koi bhi unse pyaar karne lage. Toh tum kya chij ho." & Winks.

Varsha & Rutu starts laughing again. Though in their minds remembering the past they were silently crying too. Anna surprised at the laugh. As the talk was bit emotional too. But realizes as 2 besties are meeting, they are remembering memorable moments & then laughing. Complete madness. & Realises that if she continued to stand here she would be standing til night, so she decided to interrupt them.

Anna teasingly says, "Oh my god! I don't believe this! Rutu Di! Aap yeah chahti hain ki Varsha bhabhi aapse gussa ho, naraaz ho, jealous ho? Really? Toh me unhe bata deti huu kal kya hua tha, toh automatically yeah ho jayega." & Winks.


Rutu stops her, "Anna, chup kar meri maa. Marvayegi kya?"

Anna says, "Ek baar try karke dekhu?"

Rutu says, "Nai koi jarurat nai hai."

Varsha surprised at their talking tone. She dint knew what they had talked previous night, but it seems all's well between them. & She realises she had to talk to her about Anna. But seeing both chatting happily actually teasing she liked it.





https://dl5.glitter-graphics.net/pub/3536/3536405spuhprczt2.gif




In the lab, the two devil's are experimenting on the technical screen one has put up. After making some settings, they wait to see what happens nxt. But the result which they wanted dint happen. & Whatever happened was opposite of their need. It would destroy them only.

L1 angrily after loosing once again, "keza lesa hosa nasa. (We once again failed)"

L2 tries to console though even he is doubtful of success, "muza joza goza (Ek baar hum zaroor kamiyab honge)"

They both wonder that why was it necessary for them to fail always & wait for that energy to success their plan.

L2 says, "Me market jake aata huu. Thodi dhoop le lu aur thode chemicals aur lagenge agli experiment ke liye. Hoon?"

L1 says, "Hoon, angrily"

L2 takes out his lab coat, wears a shirt of white colour, takes a big bag in his hand, wears black glasses & shoes. & Moves out of their den, out of jungle, towards the town.




https://dl5.glitter-graphics.net/pub/3536/3536405spuhprczt2.gif


Finally after some time Rutu asks Anna, "Tu idhar Varsha ko mere khilaf bhadkane aayi hai?"

Anna says, "Nai toh! Aisa galti ka time nai hai mere pass! Me toh Varsha bhabhi se kuch khass baat karne aayi thi." Moving towards Varsha she continues, "Varsha Bhabhi, me aur aunty Bhavana market jaa rahe hain, sabji kharidne aap ko agar market se kuch lena ho toh chaliye humare saath, thodi der me hum nikalenge. Rutu Di, aap sabzi mandi dekhna chahti thi na? Toh aap bhi chaliye humare saath."

Varsha says, "Haan mujhe bhi market se drum sticks yani shing leni hai. Sharad ko there khana hai na."

Anna confirms, "Shing ki kheer!"

Varsha says, "Haan Sharad ko bahut pasand hai. Ekdam mmm banti hai."

Anna makes a face & says "Thik hai aap chaliye, me aunty Bhavana ko bata ke aati huu " & actually runs away.

Varsha questions Rutu after seeing Anna move out of their house door, "Rutu, tumne Anna ke saath aisa kyun kia? Tumhe pata woh bachhi kitna ro rahi thi. Me janti hu tum aisi nai ho. Tum toh sabse Anna se milti phir bhi tumne aisa kia. Vasant ne tumse kaha tha aisa karne ke liye? Vasant ko toh na, pata nai kya ho gaya hai. Kabhi bhi kuch bhi bolte hain."

Rutu immediately stops Varsha, "Baby ruk jao, ruk jao. Arey me bhi Anna se milna chahti thi. Lekin akele me. Me usse baat karke usse janana chahti thi. Lekin us waqt mere saath ya toh Sharad ya Manav the hi. Aur un dono ke samne me baat nai karna chahti thi. Ladkiyon ki baat me ladki ka kya kaam. Tu mujhe bata me kya Vasant ke samne tujhse jyada baat karti huu. Toh phir."

Varsha sighs, "Vasant jab samne ho tab me tumhe dikhti hi kahan huu jo mujhse baat kahogi! Hmh", makes a face of angry.

Rutu sees her face & laughs, "Aww meri baby ko bura lag gaya koi nai." & Both starts laughing.



https://dl5.glitter-graphics.net/pub/3536/3536405spuhprczt2.gif



After few minutes, Vasant & Sharad return from outside. As soon as Bhadresh sees them he runs towards Vasant along with Ojha uncle toiling behind as Bhadresh & ojha uncle were gossiping on why Rutu was asking this to Varsha.

Bhadresh says,"Aaiye!! Shri shri Ghotala! Aaiye, yeah Rutu aapki kya lagti hai. Sach sach batana same maja aayega. Aur woh Varsha bhabhi se Kuku ke baare me kyun puchh rahi thi?"

"Kya Rutu Varsha se Kuku ke baare me puchh rahi thi. Yeh ladki na..." saying this Vasant starts moving towards Ghotala house. Bhadresh stops him.

Meanwhile Varsha & Rutu come out of Ghotala house, Anna & Bhavana comes out of Bhatt house.

"Vasant! Achha hua aap aa gaye! Mein aur Rutu, Anna aur Bhavana kaki ke saath market jaa rahe hain. Hemant aur Shishir Mitesh Pritesh ke saath khel rahe hain." Says Varsha to Vasant.

Vasant says, "Thik h Varsha tum jao Anna aur Bhavana kaki ke saath. Rutu nai aayegi."

"Vasant!" Exclaims Varsha getting upset.

"Mujhe Rutu se kuch kaam hai. Akele me baat karni hai.", Saying this Vasant holds Rutu's hand & pulls her towards her. Rutu shocked that he pulled her. She knew why he refused her to go.

Varsha gets angry. Anna says, "Varsha bhabhi, koi baat nai hum Rutu Di ko baad me kabhi market le jayenge." Saying this Anna takes Varsha with them.

Sharad gets angry on Vasant for stopping Rutu & he asks, "Bhaiya!! Aapne Godma ko Bhabhi ke saath jane se kyun roka? Woh bhabhi ke saath market kyun nai jaa sakti? Aur aapko aisa kya jaruri kaam hai Godma se, jo thodi der baad nai ho sakta tha?"

"Oh Hemant chacha! Tumhe pata hai, isse surya kiran se allergy hai. Uske Grah ke log surya kiran nai lete, pata hai na tujhe. Phir! Aur us tumhare saath itni der dhoop me ghumi dekh iske haath, pure haath par chhalle pad gaye hain. Woh abhi tak thik nai huye. Aaj phirse dhoop me jati toh jal hi jati. Aur abhi thodi der pehle isne jo kia hai, uske baad toh me isse Varsha ke saath bhejta bhi nai." Saying this Vasant drags Rutu with him holding her hand.

Just then Liza comes out of house & sees Vasant taking Rutu to Ghotala house. She gets suspicious & decides to follow them, but just then Lajjo calls her. Before going to Lajjo she tells Ronnie about Rutu being with Vasant alone & he should take Vasant away. Bhadresh & Murlidhar goes to Ojha house. So Ronnie alone goes to Ghotala house.


https://dl5.glitter-graphics.net/pub/3536/3536405spuhprczt2.gif



Liza goes to Ojha house where Lajjo tells her to come with her to Bhatt house. As Pritesh had called her. Sharad & Manav also go to Bhatt house. Just as they all are about to enter they are shocked to see the scene in front of them. Everyone's eyes are about to pop out. & Mouth in I don't believe this expression.

Liza says, "Lajjo bhabhi, abhi idhar Anna hone ko mangta tha. Toh turant bade away me bolta I don't believe this! Bhairavi! Tum yeah kya kar rahi ho."

Pritesh says from inside, "Don't believe this Liza aunty. Yeah meri mummy ka new experiment hai, meri dadi ke muh se apni tareef sunane ka." Bhairavi smiles listening this.

Lajjo says, "Please Pritesh ek minute beta. Bhairavi tu yeah ke kar rahi hai?"

Bhairavi replies, "Lajjo kaki, me puchha mar rahi huu."

Lajjo says, "Par yeah toh chach(buttermilk) lag rahi hai."

Bhairavi says, "Kya Lajjo kaki aap bhi na. Ab yeah chach hai toh chach hi lagegi na. Aap par bhi Baa ka asar ho raha hai. Galat sawaal puchne ka."

Liza unbelievingly asks, "Bhairavi, tum yeah chach se puchha kyun laga rah haye man. Yeah pura zameen kitna chikna ho gaya man. Aur tum itna chach waste kar diya man."

Pritesh interrupts, "Kyun ki aisa dadi boli thi Mummy ko. Hai na mummy?"

Bhairavi immediately says, "Hasto"

Hemant says, "Haan Pritesh, maine bhi suna tha, Bhavana aunty ne kaha tha Bhairavi didi se. Chakudi yahan chach padi hai. Beta yahan puchha laga lena."

Bhairavi adds, "Aisa bolke gai, matlab toh samajaya nai ke kitne jagah pe pochha lagana hai. Toh maine pure gharme laga liya. Taki Baa ko shikayat ka mauka na mile."

Liza says, "Arey man, Bhairavi, aunty Bhavana ke kehne ka matlab hoga.."

Hemant immediately buts in, "Matlab baad me samjhane ka kya matlab Baa."

Pritesh says, "Liza aunty yeah toh kuch bhi nai hai. Ab dekhiye mummy kya karne wali hai. Aur is baat pe unhe rokne ke liye aapko bulaya hai maine."

Manav asks, "Bhairavi didi kya karne wali hai Pritesh? Kya bol rahe ho tum?"

Before Pritesh continues they all see Bhairavi coming to the hall after keeping the pochha away but bringing iron with her. She wears her sandles.

Confused with this Lajjo asks, "Bhairavi tu yeah kya karne jaa rahi hai istri ka? Woh bhi jab pure ghar me chach faili padi hai."

Bhairavi says, "Baa ki gaya ka palan kar rahi huu Lajjo kaki. Baa hi boli thi, Chakudi! Yahan chach padi hai, pochha marna aur Haan beta istri karna mat bhula. Ab me Baa ki gaya ka palan karu tab bhi meri hi galti. Sab mujhe hi daatenge. Koi jake Baa se kyun nai puchta ki unhone aisa kyun bola. Aur isliye to maine Pritesh se kaha ki aapko phone karke bulaya taki Manav aur Sharad Pritesh aur Padmavati Devi ko utha ke le jaye, kya hai phir zameen pe istri karungi toh woh garam ho jayegi na. Toh bacho ko chatke lagenge."

Liza says, "Very good Bhairavi, tum bachho ke bare me socha, very good. Lekin mere ko batao, tum aur Hemant toh idharich hai, tum dono ko chatka nai lagenga?"

Hemant replies, "Nai Liza aunty, me toh aise ..(Becomes half invisible) aise invisible hoke jaunga toh kisi ko pata bhi chalega aur mujhe lagega bhi nai. "

Bhairavi smiles, "Hasto! Aur maine toh pehle hi sandles behen liye hain."

As they realized Bhairavi is not going to listen, Manav & Sharad slowly move towards where kids were sitting & pick Pritesh & Padmavati Devi respectively. Rest all simply trying to make Bhairavi understand but she argued perfectly.


https://dl5.glitter-graphics.net/pub/3536/3536405spuhprczt2.gif



In Ghotala house, Vasant leaves Rutu's hand & goes to his room to bring their electronic suitcase. They both sit on sofa side by side Rutu holding Vasants hand. Vasant types sumthing on his suitcase, a spaceship comes out. The same spaceship in which Rutu had come to Earth. He activates the spaceship & Sends it out of earth.

As it goes unvisible to eyes, he calls High command & tells, "Ishabaa, Cisa gasa haisa kasa busa foiza ETA, fusa moza doza, hoon?" (Translation: Maine Eta ki spaceship me setting karke humare Grah bheji hai. Aap usse receive kar lena, OK?)

High command replies, "Hooon, jasa naisa bosa rasa (Hooon, jaise hi spaceship aayegi me usse tumhare research center me rakh dunga.) Kasa musa kisa risa(Wahan sab kaise hain?)"

Vasant replies, "Musa risa fusa fusa(Yahan sab thik thak hai)"

High command says, "Yusa tisa aisa?(Plan tyar hogaya?)"

Vasant replies, "Zisa husa Yusa(Plan soch liya hai)"

High command says, "Haisa musa doza fasaya(Tum sab apna khayal rakhna) Ishabaa"

Vasant says, "Ishabaa"

Ronnie is so much shocked. & Thinks in his mind, "Mere ko Hindi nai samajta aur yeah Ghotala ka wo ba wo ba are me akele me atka ab kiska help lu. Ghotala ko nai puchh sakta uski kitna but lagenga, ki uska baat sunta haye. Jane deo. Me hi khud ka madad kar leta haye. Bhadresh ko jab sabji chahiye hota haye toh woh aunty Bhavana ko kya bolta haye. Baa Shak aap. Haan. Mere ko Hindi nai samajta me Ghotala ka Bha shak kaisa samjenga. " & Just than he heard Vasant saying Ishabaa.

Vasant closes the suitcase & keeps it aside. He then sees Rutu, & smiles a formality smile. Rutu smiles big on it. Vasant then again smiles. Rutu now surprised that why did Vasant smile twice to her. Sumthings wrong surely. Rutu asks what in sign.


https://dl5.glitter-graphics.net/pub/3536/3536405spuhprczt2.gif



In market, Varsha along with Anna & Bhavana is going to vendors & checking the vegetables & bargaining.

Bhavana starts, "Oh Bhai! Yeah tamatar kitne ke diye?"

The vendor says, "Bhabhiji yeah tamatar 95 rs kilo hai, aur woh wale 45 rs kilo."

Anna interrupts, "Oh my god! I don't believe this! Yeah kya bhaiya ji dono tamatar ne itna farak kyun?"

Varsha interrupts, "Anna yeah tamatar bhaiya ji ne apne ghar me ugaye honge. Woh kisi aur se kharidne laye honge na isliye uske jyada paise honge."

Bhavana shouts, "Eemm! Matlab agar me apne ghar me agar tamatar ugao toh uska daam me kam rakhungi samjhe woh toh. Lekin Ben itna toh soch agar khud ke ghar pe ugate hain, toh dusre se kyun kharid ke bechenge?"

Varsha replies, "Kyun ki woh bech ke paise kama sake, kya Bhavana aunty aap bhi!"

Bhavana says, "Yeh Ghotali! Agar usse bahar ke kharide huye hi bechke paise kamane hai toh woh ghar pe kyun ughayega?"

Varsha says, "Apne ghar me istemal karne ke liye Bhavana aunty. Dekhiye na tamatar kitne mehenge ho gaye hain. Ab yeah bechara grain aadmi kahan kharid ke le jayega apne bachho aur biwi ke liye."

Bhavana says irritatingly, "Arey Ben, achha chalo man le ki woh ghar pe apne parivar ke liye ughata hai, toh yahan bech kyun raha hai? Itna toh soch!"

Varsha says nodding her head, "Bhavana aunty, uske ghar pe jyada ho gaye honge na. Ab gharpe jyada rakh ke sadne toh nai de sakte na. Toh woh le aaye honge bechne. Dekhiye na woh yeah kitne kaam hai, uss bahar wale ke muqable. Aur dekhiye isliye apne ghar walo ko sambhal kar alag tokri me raha hai. Apne ghar ke hai. Khud ughaye hain, toh apnapan lagta hoga na. Pyaare honge na yeh toh."

Bhavana giving killing looks shouts, "Pata hai tu Hemantmata hai, aur ab toh Bhairavimata bhi ban gai hai. Sabit karne ki jarurat nai hai. Ek minute, kahan tu meri Chakudi toh nai hai jo apna Roop ban kar aayi hai, kyun ki maine tujhe bana kia tha. Anna dekh toh jara."

Anna says, "Thank you aunty Bhavana ki aapko yaad hai ke mein bhi aap ke saath yahan aayi hoon. Mujhe laga aap dono mujhe bhool gai. Aur kya aap dono yahan tamatar kaun ughata hai, kyun ughata hai, yeah charcha karne baith gaye. Sabji kharidne aaye hain na hum? Sabji kharide? Aur bhaisaab hume itne mehenge tamatar nai chahiye. Aur hume pata hai, aap log yeah sab sabjiyaan ughane walo se 2-3 rs me kharidte hain aur yahan itni mehengi bechne hain. Sahi daam me dijiye warna abhi police ko bulati hoon."

Vendor gets scared & gives vegetables in reasonable prices. A man standing behind hears the whole scene. He couldn't see their faces. Varsha, Anna & Bhavana move towards masala shop.

Varsha says, "Bhaisaab jara kaju ka tel dijiye please. Ek kilo dena Haan."

Not only Anna & Bhavana but vendor also gives I don't believe expression. Anna says, "I don't believe this! Varsha bhabhi! Kaju ka tel? Kya keh rahi hain aap. Kaju ka tel banta hai kya?"

Varsha says, "Haan a Sharad ne kaha tha ki Logically nuts se tel banta hai. Ab dekho, groundnut, peanut, coconut sab nut hai aur unse tel banta hai. Aur almond toh nut bhi nai hain phir bhi uska tel banta hai. Toh Logically kaju matlab cashewnut nut hai na, toh iska bhi tel banta hi hoga."

Bhavana angrily as she was already pissed off, "Em, toh rai aur til dono masale hain unse toh tel banta hai, toh hing, haldi yahan tak ki namak se bhi tel banana chahiye na?"

Anna & vendor gives I don't believe expression once again.

Varsha happily says, "Haan Bhavana aunty aapne toh mmm baat ki. Banana toh chahiye lekin Vasant ne bataya tha ki aap insaan... (seeing the vendor around) matlab hum insaan namak jyada nai kha sakte na. Bimari ho jati hai aur bimar insaan ke liye toh namak ke tel se namak nikal kar khane me istemal karna padta hai. Toh isliye namak ka tel nai banta."

Bhavana was ready to pounce on Varsha, Anna stops her.

Anna says, "Varsha bhabhi, aapko kaju ka tel kyun chahiye? Dekhiye kaju ka tel nai banta toh aapko agar aur kuch lena hai toh lijiye, warna ghar chalte hain."

Varsha disappointedly says, "Nai aur kuch toh nai chahiye. Kaju ka tel Hemant aur Vasant ko pia tha. Par koi nai ab. Me kaju se khud hi gharpe tel bana lungi."

Vendor was about to faint, Anna takes Bhavana & Varsha out of shop & shouts them to be quiet now.


https://dl5.glitter-graphics.net/pub/3536/3536405spuhprczt2.gif



In Ghotala house,

Vasant says, "High command se baat ho gai."

Rutu says, "Pata hai."

Vasant says, "Maine suitcase bhi band kardi."

Rutu says, "Dikhta hai."

Vasant says a bit loudly, "Toh!! Itna chipak ke kyun baithi ho? Wahan dusre sofe pe jake baitho." & Takes his hand away from Rutu's hold. As while talking to high command & talking with him she was sitting very near to Vasant, & was holding his left hand too. Rutu stands up & sits on other sofa.

Rutu says, "9 2 11" glares at her. "Oops, sorry, Vasant! Tumne mujhe us din aisa kyun kaha ki mein Anna se achhe se baat karu. Usse rulao nai. Me kya tujhe dayan lagti huu?"

Vasant says, "Lagti toh nai ho! Par tum ho!"

Rutu angrily says, " Very funny! Waise mujhe bhi pata hai woh bahut special hai. Sharad ko pehli hi baar me Bha gai thi. Jis Sharad ko tumhare Grah ki ek bhi ladki nai achhi lagi. Aur Manav ko toh woh bachpan se pasand hai. Toh woh khass toh honi hi thi. Yeah toh mujhe bhi pata hai. Me usse rulane wali waise bhi nai thi. Me bus usse alag se baat karna chahti thi. Mujhe nai pata tha ki woh rone lagegi. Lekin tum mujhe yeah batao tumne aisa kyun kaha ki mein usse kuch ultra sidha na kahu. Usse pareshan na karu. Tum logo pehle hi usse bahut pareshan kia hai. Iska kya matlab?"

Vasant replies, "Anna! Itni pyari bachhi hai. Thodi strict teacher bhi hai. Tumhe patah jab hum dharti par aaye, hume toh insaani tor tarike nai aate the. Chhoti chhoti insaani harkate bhi hume samaj nai aati thi. Woh Anna hi thi kisne hume sab kuch samajaya. Jab hume nai aata aur badi galti karte hum, toh woh hume datti, gussa bhi hoti humpe. Lekin phir bhi agli baar hume saari chije dikhrne bhi wahi aati. Ab insaani tyohar. Kitne tyohar manate hain insaan, sab ke tarike alag alag. Anna hume had tyohar ka matlab, usse judi chije, sab samajati. Sharad ko woh pasand hai, woh alag baat hai. Lekin usne humare liye jo kia hai, jitne humare ghotale bardasht kiye hai, itna koi nai karta. Isliye me nai chahta tha ki tum Anna se kuch aisa kahogi, jisse usse dukh ho."

Rutu dreamily sees Vasant & smiles. Vasant gets irritated with this, "Sharad!! Sharad!!", He starts calling for Sharad.

Ronnie is surprised at this, talking about Anna why did he suddenly he call for Sharad. He says, "Ghotala, tum Sharad ko wo ba wo ba.."

Vasant more irritated, "Ronnie, dch, bolo"

Ronnie says, "Haan ruko man... haan woh cricket khelye waqt jab kisko catch pakadne ko bolna ho toh kaise bolenga. "

Rutu butts in, "Catch it!"

Ronnie says, "Hindi me!"

Rutu says, "Padaklo." & Smiles brightly.

Ronnie says, "Nahi, Ae Ghotala better option do man."

Vasant says, "Ball tumhari ore aa raha hai. Pakdo."

Ronnie says, "Aur better option do man."

Vasant says, "Tum hi hume dusra option do na."

Ronnie shows his fist. Vasant thinks again & says, "Dekho woh ball aaya tumhare pass."

Ronnie says, "Haan thank you. Tum Sharad ko kyun ball aya."

Vasant nods his heads, "Sharad ball aya nai. Casting parivartan ka superpower mere pass hai. Uske pass nai. Aur woh ball layega Ronnie. Aur Sharad ko maine bulaya hai. Yeah dekho,(opens his blackboard) yeah hota hai ball aaya. Aur maine kaha bulaya. Toh yeah ball ka o hata kar u karna hota hai, aur dono ko jhodna hota hai. Toh hota hai bulaya." & Still Rutu is dreamily seeing him. "Sharad!!! Sharad!!!"

Ronnie says, "Ae Ghotala tum abhi kya classes kholke baith gaya. Thik hai wo ba wo ba."

Sharad comes now. & Sees Ronnie there stammering & he thinks better if he would have come late. But before Ronnie can say further he interrupts, "Bhaiya kya hai? Aapne mujhe kyun bulaya?"

Vasant replies, "Yeah iss item ko utha aur leke ja nai toh me isse pack karke parcel kar dunga humare Grah pe. Aur high command ko kahunga us wapas yahan aane na de." Pointing towards Rutu. Rutu still dreamily smiles. Sharad sees her & gets alert. He runs to Rutu & catches her hand. "Godma chaliye, Manav bula raha hai aapko. Chaliye jaldi nai toh bhaiya aapko phir se daatenge."

Rutu still dreamily says to Vasant, "Heza meza 9211 ETA." (Eta loves you 9211)

Vasant says, "Heza feza ETA 9211." (9211 hates you ETA)

Ronnie again confusing sees to Vasant . Vasant tells him to ignore.

Ronnie tells Vasant, "Uncle ojha ke ghar chalo man." & They both there.




https://dl5.glitter-graphics.net/pub/3536/3536405spuhprczt2.gif


Ojha uncle & Bhadresh try to fool Vasant & Ronnie just nods at whatever bhadresh says as he isn't allowed to speak. Lajjo who sees this comes out of house. There she sees Anna, Bhavana, & Varsha return. Anna looked a bit of pissed off. Bhavana & Varsha on the other hand seemed lost. Bhavana immediately moves towards her home & goes inside. Varsha stands there like a statue.

Lajjo says to Varsha, "Varsha achha hua tu aa gai, woh dekh ojhaji, bhadresh aur Ronnie Vasant bhaiya ko pareshan kar rahe hain."

Hearing name Vasant Varsha reacts, "Vasant! Kahan hai Vasant?" Without any expressions on her face.

Lajjo says laughingly, "Mhare gharpe hai sab log aur kahan!"

Varsha immediately moves towards ojha house.



========== THE END=========



Edited by coolhi1988 - 9 years ago
coolhi1988 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago






What do u all think:

Why did Varsha & Bhavana became silent when they arrived at colony??

What is Vasant's Plan??

Why is Sharad Angry when Vasant shouts at Rutu??

To know more

Stay Tuned!!

Edited by coolhi1988 - 9 years ago

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".