Akirkaar shanti ko pyar ho hi gaya.!fas gaya bechara kartik 🤢...ranveer ne kya chaal chali, ki kartik ke chehre ka rang utar gaya ðŸ˜..uska shart tho kartik ko manni
Hi padegi Behan ki zindagi ka saval he.!🤢...kise chunega bechara kartik?survi ka pyar ya shanti ki khushi?
Par sabse khush he tai!parde ke peeche baitkar tamashe ka maza uta rahi he 🤢,akir use bai se tai and tai se aai Jo banni he na 😛..ab aisa hi agar chalta raha tho trp girta hi jayega or fir kya show ko majbooran bandh karna hi padegaðŸ˜
Ab bhi samay he CVS sudhar jao...aur jald se jald is crap ka end karo..