
Naa dost the uske aur naa koi saheli thi
Zindagi uski khud hi ek paheli thi
Kuch toh kashish thi usmein
Jo hame uski taraf rijhaati thi
Uski har baat dil ko bahot bhaati thi
Aaj mausam kuch iss kadar badla hai
Ussi sheher mein woh ladka tanha aur akela hai
Haste khelte logo ke beech
Wo ujdaa ujdaa rehta hai
Daastano ki maane toh uski bhi ek kahani thi
Ek ladki thi sheher mein jo uski deewani thi
Rooh se rooh ka nata tha dono ka
Maut toh bas bemaani thi.
Has neither any friend nor any girl friend -( Saheli means female friend in old world now its same whether guy or girl ) )
Her own life itself was a riddle( puzzle) -
Some charm she had which pulled us to her -
Her every word touched our heart very much -
Today the weather changed like this -
That In the same city that guy is alone and lonely -
Among the cheerful people ,but he is shattered -
If believe the fables then he also had one story to tell -
One girl was in this city who was crazy in love with him -
Both were bonded by souls ( both were soul-mates ) -
Death was just meaningless

