jab koi us k baray main bura bolta hai to dard se aur ghussay se meri ankhain red ho jatee hain
meray sar main dard ho jata hai ghussay se aur be bassi se
main sochti hoon k main agar gurukul main hoti to unko qazi ki taraf se kiya jawab deti kiakia na kahtee
qazi ki bardasht pe hairat hoti hain dukh hota hai
kitna akela hai wo
dil karta hai us k dushmano ko maar dalon unka khoon kar doon
jo qazi ko udaas kardetay hain usay dekh detay hain unhain jeenay ka koi haq nahi
i wish main wo khush naseeb hoti jisay qazi milta 😳