Originally posted by: Chingaari
yaar ye harkatein bhi tau gaaliyaan khaanne wali kar rahi hai aajkal😆beech mein tau sab ne apna focus Prince,Nora aur rochelle pe kar liya tha lekin isey hamara pyaar raas nahiin aaya 😳
haan chingu , I agree 100% , but mandy is phd in chillam chilli , so she will go a long way as nachiket ji said . nachiket ji , if you have any plan of doing palti , chingu ke saath gizelle ko support kijiye ya hamare saath aakar rishabh ko support kijiye , yeh hamari aapse vinamra nivedan hai 😉😆
mandy ko defend karna indefensible ho gaya hai , but nachiket ji has made up his mind , unka apar prem hai mandy ki taraf , hamari bashing padke bura mat manna yaar