jahan Teri Yeh Nazar Hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Kyon nahi jaani tu yeh samajhta
kaam nahi hai yeh tere baska
Are Kyon nahi jaani tu yeh samajhta
kaam nahi hai yeh tere baska
Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai
Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai
jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai