Posted:
in tere sheher mein 2
acc to written update
Kya ho raha hai pata nahi
kangana ko aisa kya hua 12 lakh ka kharcha aagaya
fight scene kya matlam
amaya kya kar rahi hai pata nahi uske baap ka kya hua kaun mara kyun mara , uski behan kaha hai maa kaha chali gai aur gajanad kya kar mar gaaya ki hai .
New entry Kinshuk aka tilak bhai yeh band show mein hai kyun yeh kaunsi hope hai .