
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 30th Aug 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 30 Aug 2025 EDT
MAIRA KNOWS 30.8
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 31 Aug 2025 EDT
Monsoon Magic Micro-fiction Contest Felicitation Ceremony
Throw back! When katrina did not take 'gentle' gently from Shah!
CASE IN COURT 31.8
Queen 2 Tanu Weds Manu 3 Get Rolling
Vicky says Katrina hates ‘honest feedbacks’ about her acting but…..
Amaal has a message for his Phansss 😇
Unseen bollywood pics
Trailer - Do You Wanna Partner - Tamannaah Bhatia Diana Penty
Anupamaa 31 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Sidharth Malhotra future prediction!!! From what his future says!!!!
Anupamaa completes FIVE Years !! Fifth Anniversary Celebrations
CID episode 75 - 30th August
The Curry-ous Readers 🍛 Book Talk Reading Challenge September 2025
24 years of Lajja
Part - 10
Rohan - hum waise bilkul bhi nahi hain... humse haar jaayenge issliye yeh sab kehrahe hain...
Nisha - Rohan .. enough... pata bhi hai josh mein kya bol rahe ho... woh tumhare papa hain... tumhe pata hona chahiye unki tabiyat ki baare mein...
Rohan and others cooled down listening to that... yes their parents are aged and with age certain health problems will come... its their duty to look after their parents... so they cooled down... but they didn't agree with the love and break up thing... so the banter continued...
Rohan- ok.. mom... dance cancel... but we don't agree with love thing.. which you just said...
Anu - haa... not every one is like that...
Yash - yes.. not everyone is like that but 99% youngsters are like that...
Rohan- no.. we don't agree... everyone shouted .nnooo... nooo
Yash - yes you are... I will ask you one question.. answer me honestly... how many of you will give your partner a chance if they do something not acceptable to you...
Nobody said anything... there was silence spread...
yash - see... you don't want to clear anything... you are used to use shortcuts... ek simple math ke liye bhi calculator use karte ho...life kabhi shortcut mein nahi aati... nahi shortcut mein pyar milta hain... jab hum kisi se pyaar karte hain.. toh uski achayi ke saath uski khamiya se bhi apnana padega... tabhi life khushi se jee sakoge...
Sanjay - pyar karna jitna asaan hain.. aur usse imandari se nibhana utna hi mushkil... pyaar toh karle to ho tum log but usse nibhana nahi jaante... jaante ho pyaar nibhana kya hota hain... harr waqt mein.. acha ho ya bura... apne pyaar ke haath nahi chodna... yehi pyaar hain... agar ek chota sa jhatka laga aur saath chod diya toh kya woh pyaar hain... saamne wale mein ek quality achi nahi lagi toh usse chod deto ho... kya yeh pyaar hai... bilkul bhi nahi... main nahi maanta.. woh pyaar hain...
and Geet startled with these words... the words elders were saying are directly effecting her... is she doing a wrong thing... she started to think...
Nisha - pyar woh ehsaas hota hain jo do dilon ko baandh deta hain... uss ehsaas ko samajna chaiye...jeena chahiye.. tabhi samajh paoge ki pyaar kya hain... uss ehsaas ko jeene ke liye pehle aapko apne partner ko samajhna chahiye... kya hai.. kaisa sochtha/sochti hai woh... uske reation kaise honge... kisi bhi baat parr... tab aasani hogi... pyaar karne mein... agar koi bhi aake kuch bhi kahe aapko apne partner pe yakeen hona chahiye... agar aapne kuch suna ya dekha .. aapko unhe ek mauka zaroor dena chahiye... unhe apni baat kehne ka aur unko apni baat samjhaneka... jaise jaise aage badhoge... yeh sab mamuli cheeze lagne lagenge... aapko apne partner per vishwas karna chahiye... aur aapke partner ka yeh zimmedari hoti hain ki woh uss vishwas ko barkaraar rakhe...
one by one all the youngsters gathered around the elders.. they sat on the grass and were listening to what elders were saying...
Maan also listened to their words and wondered... did I do a mistake in my hurry to meet my Mishty... I knew her from so many months... but I believed the last mail.. I should have thought more about it... but I was too happy to think otherwise... I was too eager to meet Mishty and didn't think much...
Rohan - aap itna sab keh rahe hain... kya aap mein kabhi misunderstanding nahi hui...
Sanjay - kisne kaha ki mu nahi hui... humne bhi ladayi ki... difference of opinions toh hamesha hi the.. but hamara pyaar zyada mazboot hai isliye aaj bhi hum waise hi hain aur hamara pyaar bhi ...
yash - aur nok jhok ke bina life bland hojati hain... thodi masti kiya... but sirf apne partners ke saath...
Nisha - jhagde toh hamare bhi hue.. lekin hamare pyaar ke aage humara gussa hamesha haar gaya... hum jhagdte the.. lekin ek doosre ka haath kabhi nahi choda...
And Geet felt one more arrow hit her...
Priya - agar kisis ke koi chuk hogayi hai toh maafi maangni koi buri baat nahi hai.. nahi woh insaan ko chota kardeti hain... pyaar ke aage sar jhukana koi choti baat nahi hain.. aise karne se aap apne partner ke mann mein aur uncha ho jaate hain... aur Pyaar bhi badh ta hai.. kabhi kabhi jhuk kar hi jeet haasil ki jasaki hain... iska matlab hai ki jhukna buri baat nahi hain...
Anu - dad... aapne ne aur mamma ne kabhi jhagda kiya... batayiye na.. kaun jhuka.. aur kaun jeeta...
yash laughed... Anu aisi baatein public mein nahi poochte...
Anu - yaha sab apne hi hai papa... batayiye na...
yash looked at priya... she nodded... he smiled and said...
Yash - Yeh... tab ki baat hain jab maan hostel gaya hua tha... tum aur ranbir chutti yaan manane apne nana nani ke ghar gaye.. dadi ke saath ... ghar par koi bhi bahcha nahi tha.. sirf main aur tumhari mamma the... ek din main office se ghar aaya aur apne room chala gaya seedha... mujhe waha kaam karti huitumhari mamma dikhi... usne meri fav sadi pehni thi... jo maine usse shaadi ke baad khareed ke di thi.. woh meri pehli gift thi tumhari mamma ko... thoda color chala gaya.. par woh meri sabse fav saree thi...
maine socha ghar par koi nahi hai toh mauke ka faayda uthana chahiye... toh maine achanak se usse hug kiya peeche se...
Youngesters hooted for what Yash had said...
Yash - lekin woh tumhari mamma nahi thi.. woh ghar ki maid thi.. jo kaam karr rahi thi... woh... saabji... karke darr ke bhag gayi... main shock hogaya... mujhe kuch pata nahi chalraha tha ki kya hua... aur tab maine awaz suni... tumhari mamma darwaze pe khadinthi aur uske aakhon mein aasu the... uske chup chap chai ki cup table pe rakhe waha se chali gayi...
Anu - mamma ne kuch nahi poocha...
Priya - main kyun poochti... galati unki hai.. toh unhe hi aake bolna chahiye na...
Anu - phir...
Yash - mujhe bohut gussa aaya... meri fav sarre usne mujhe poocha bina hi dediya.. aur diya toh dene ke baad bhi nahi batayi... aur gussa hoke chaligayi... kya utna hi bharosa tha mujhpe...apne pyuaar pe... isliye maine bhi kuch nahi kaha... mujhe toh bas galat fehmi hui.. woh baat usse bhi toh samajhna chahiye na... lekin priya ne maun vrat leliya...
Anu - what...
Yash - haa... aise hi 15 days hogaye... woh chai deti thi.. main chup chap pee leta tha.. woh khana lagati toh main khana khake chala jaata tha... humne un 15 dinon mein ek baar bhi baat nahi ki... mujhe dheere dheere ehsaas hine laga ki mujhe aise nahi jeena.. mujhe hi kuch karna hai... but mere ego stop karr raha tha usse baat karne ke liye...
Priya - aur mujhe iss baat ka gussa tha.. ki shaadi ke itne saal hogaye.. phir bhi unhone mujhe nahi pehchana... maine socha ki baat nahi karungi
Anu - toh kaise khatam hua aap ka jhagda...
Priya - ek din yeh office se aaye aur garden mein hi baith gaye... aur coffe ke liye kehla waya... main kitchen mein thi.. kyun ki tum log vacation ke baad ghar aarahe the aur main kuch banarahi thi.. tum logo ke liye... main coffee banake garden mein gayi... tumhare papa sofe pe baith ke opposite direction mein dekh rahe the... main gayi aur coffe unke saamne ne rakh ke sofe ki hand rest pe baith gayi... aur kuch nahi kaha .. but apne aap mein baat karr rahi thi...aaj kal nayi nayi cheezen seekh rahe hain...
lekin utne mein malkin kehke driver bhag gaya waha se... main shock hogayi... mujhe pata hi nahi chala ki kya horaha hai... utne mein mujhe hasi ki awaz sunayi diya.. maine mud ke dekha toh tumhare papa.. same dress pehen ke jhadi ke peeche se sab dekh rahe the...
Anu - kya... par kyunnn...
Priya - arrey budhu... tumhare papa ne mere sawal ka jawab aisa diya... main tab samjhi ki kya hua... ek choti si mu kitni badi bangayi.. main aur yash 15 din baat nahi ki.. kitne pal gawadiye humne... tab se humne ek dosre se wada kiya.. ki jo bhi baat hogi.. hum usse badh ne nahi denge.. aur aamne saamne baith ke baat karenge... hamne ladayi ki.. ek doosre se baat nahi ki... but humne ek doosre ka haath kabhi nahi choda...
Rohan - Kya aapne kabhi apne pyaar ki pareeksha li... Rohahn said eyeing geet...
Precap
Maine Khud ko dediya hai tujhko
Main tera hoon teraaa...
INTRODUCTION A new Short story on our favorite maaneet.
Chapter One: The Studio of Shadows ⸻ The city outside never truly slept. It sighed, it buzzed, it rattled—but within the walls of the Khurana...
Chapter One The cool silk of her wedding night shift was meant to be a comfort, a whisper of the lavish life Geet Handa was born into. Instead,...
Title:- “When Rain Tastes like Fire” Chapter 1: Shadows in Stone The rain had begun its descent long before she arrived. It wasn’t the romantic...
Title:- The Name That Wasn’t Mine Chapter 1: A Life That Smiles Back ⸻ The first thing she noticed was the stillness. Not the antiseptic hum of...
155