Originally posted by: punitdeora
Please guys... sorry...
Ye mistake anjaane mein ho gyi muje se.. sach mein mujhe nhi pta tha... mein
Ek small town se belong krta hu... wha pr nhi hota hai in baato knowledge
And jaanbhujkar nhi kiya... anjaane m ho gya
Please.. guys... mujhe itna sharminda mt kro...
Ki mein apni life hi kho doo... mein aap se haath jodkar maafi mangta hu... and vaada krta hu...
Life mein kabhi asi galat nhi hoga...
Jinko bhi Paresaani hui mein un sabse maafi mangta hu... please mujhe maaf kr do...