Aapke jaisa na dekha kahi na dekha aapke acting ka andaz kahi
Lagey mujhe sab galat aur lago aap humesha sahi
Aapki yeh muskurahat aur aapke anek roop ne kiya hai mujhe ghayal
Tv pe aapki awaas sunke dauri aayi hun aur chan chan chankti hai meri payal
Na humhe pasand koi serial na pasand koi channel.. lekin dekhtey hai cid bas aapki khatir
Jaan bhi agar aap manglo toh kardengey hum wo hazir
Ho aap mere hero.. na pasand aapke siwa humhe koi
Koi toh batao mujhe kya hai aapke jaisa koi kahi??
Rehtey hai hum saath samundar paar
Kartey hai hum aapko malaysia se humhara namaskar
Jiyo aap hazaro saal.. aur dikhao aapna hunar salo saal kartey hai hum yahi dua
Wish you a very happy birthday my hero, superstar Aditya
6