hain chandni sahi kaha aur ham toh rajveer sir ke cadets hain aur yaad nahi unhone kya kaha tha??ek sipahi apni aakhri ssans tak ladta hain aur jab tak woh aakhri saans baaki hain umeed baaki hain aur jab tak umeed baki hain sipahi kabhi jang nahi chodta 😉😆
Ummid pe duniya kayem hai..To kyun hu tum ummid chod de??
Chalo ek ummid rahi...woh aye na aye uska marji...