DISCLAIMER- I do not own Twilight, PKYEK nor QH, they are strictly owned by their owners. This FF is just my own version of their stories.
CHAPTER !
"Zoya, Zoya..Utho bohut der hogayi hai, aur kitna ougi" a young lady in her late 40s called out. It was Zoya's aunt, with whom she lived in the brilliant city of New York.
She comes to Zoya's room and getting no response lifts the blanket only to find pillows under it.
She gets angry and shouts, hearing which her husband Anwar Faarooqui enters the room.
Anwar- Kya hua Zeenat? Chilla kyun rahi ho?
Zeenat- toh chillao nahi toh ur kya karu? Mujhe laga ki aapki pyari dost so rahi hai. Par nahi, Madam toh ab tak apne party se hi nahi laauti hai.
Anwar- Aa jayegi Zeenat. Itna gussa kyun kar rahi ho?
Zeenat- Nahi Anwar, ye ladki had se zyada badhti jaa rahi hai. Meine Bhaijaan se vaada kiya tha ki mein unki beti ka acche se dhyan rakhungi. Par nahi, ye ladki mujhe mauka de tab na. Bas ab meine tay kar liya hai.
Anwar- kya tay kar liya hai.
Zeenat- pehle Zoya ko aane dijiye phir bataati hu.
Zeenat goes away. Anwar looks tensedly.
On the other side of the city, a beautiful girl was playing with her puppies. Her friend Jasmine comes calling out to her.
Jasmine- Zoya, your uncle had called. He asked u to go right now. Your aunt is really angry.
Zoya, hearing it, grabs her car's key and says bye to Jasmine and goes away.
Jasmine- Jesus, Why her luck is so bad?
Zoya comes to the mansion only to find Zeenat standing angrily and her Uncle praying to God.
Zoya- Allah miyan! hamesha mere saat hi aisa kyun hota hai? Aapne mujhe itni bekar kismat kyun di hai?
She enters inside and Zeenat starts scolding her but Zoya doesn't say anything until Zeenat gets tired and stops.
Anwar- bas karo Zeenat. Bechari abhi abhi aayi hai. Usse zara chain ki saas toh lene do.
Zeenat- Nahi Anwar, ye ladki bohut badh gayi hai. Isliye aaj meine ek faisla liya hai.
Anwar & Zoya- Kaisa Faisla?
Zeenat- Yahi ki Zoya vaapas Bhopal ja rahi hai.
Both Ayaan and Zoya gets shocked.
Zoya- Par Fops mujhe Bhopal nahi jaana aur vaise bhi Meri padhai ka kya hoga?
Zeenat- uski chinta tum mat karo. Meine Bhaijaan se iske baare mei baat kar li hai. Timhaari aaj dopeher ki flight hai. Jaao jaake packing karo.
Zoya quietly goes away, without arguing. As soon as she goes Zeenat starts crying. Anwar comes to console her, She hugs him.
Zeenat- mujhe maaf klar dijiya Anwar. Mein kabhi nahi chahti thi ki Zoya Bhopal jaaye par mere paas aur koi raasta nahi hai. Vo Akram, Zoya ke piche par gaya hai.
She cries her hurt out. Anwar hugs her tightly and looks towards Zoya's room.
Zoya in her room is packing her things and says to herself- Allah miyan. mujhe nahi pata ki aat saal baad tu mujhe Bhopal kyun bhej raha hai. Par mujhe yakin hai ki agar ye faisla tera hai toh iski koi an koi bajah toh zaroor hogi aur mujhe teri har ek vajah Qubool Hai.
PRECAP- Zoya's flight lands in Bhopal
Zoya is walking in the jungle when a gush of wind or so she beleives pushes her. But someone holds her.
Zoya enters her new college and meets the strange KHANS.
So, here's the first chapter.,... ENJOY...
Edited by zoya6 - 10 years ago
4