Originally posted by: always_a_TV_fan
👏 Good one Jaya... meri taraf se bhi ek 😳
Main Shaayar BadnaamHo Main Chalaa Main ChalaaMehfil Se NaaqaamHo Main Chala Main ChalaMain Shaayar BadnaamMere Ghar Se TumkoKuchh Saamaan MilegaDeewaane Shaayar KaaEk Divaan MilegaAur Ek Cheez MilegiTuta Khaali JaamHo Main Chala Main ChalaMain Shaayar BadnaamSholon Pe Chalna ThaKaanto Pe Sona ThaAur Abhi Ji BharkeKismat Pe Rona ThaJaane Aise KitneBaki Chhodke KaamHo Main Chala Main ChalaMain Shaayar BadnaamRasta Rok Rahi HaiThodi Jaan Hai BaakiJaane Tute Dil MeinKya Armaan Hai BaakiJaane Bhi De Ae DilSabko Mera SalaamHo Main Chala Main ChalaMain Shaayar Badnaam
