Ishita and Toshi ji working in the kitchen. Toshi ji is teaching ishita a punjabi dish.Bala comes home with the kids. He drops Ruhi to her place.
Ishita is happy to see Ruhi back from school.
Ishita : Ruhhhiii... aa gya mera beta 😊
Ruhi looks at her and goes to her room without saying anything. Ishita is confused.
Ishita: isse kya hua?
Bala: Gussa!! ishu Raman ka DNA bhar bhar ke aya hai Ruhi me. sara rasta udas thi; guse me thi.
Ishita: kya jiju aap bhi... Raman itna bhi gusa nai karte...😛 chalo main dekhti hun kya hua Ruhi ko.
Ishita enters Ruhi's room. Ruhi is disturbed, angry, sad, upset and quite. She is fiddling with her tie trying to remove it.
Ishita (while removing her tie) : kya hua aaj? Ruhi Ravan Kumar papa jaise kyu behave kar rahi hai?
Ruhi : kuch nai...ishi maa
Ishita: acha fir gussa naak (nose) pe kyu baitha hai? kya hua meri Ruhi ko? maths class me prob hue? Friends ne kuch bola? Teacher ne kuch bola?
Ruhi: Nai ishi maa...kuch nai.
Ishita : Beta...
Ruhi interupts... ishi maa mere tummy me pain ho rha hai. muje sona (sleep) hai. main so jaun?
Ishita: kya hua beta. what did u eat at all? fir se chips aur junk food khaya na. dekhon tumhara tiffin.
Ishita opens her tiffin...Ruhi has not eaten her tiffin.
Ishita gets tensed... and senses some thing wrong.
ishita: beta khana nai khaya isiliye tummy pain ho rha hai. lunch kar ke so jana ok...
Ruhi: nai ishi maa...bhook nai hai. *she takes the blanket and lies down*
ishita senses some thing terribly wrong; she gets worried.
she tells all this to Toshi ji.
Toshi ji... arey puttar jhad na (leave it). bacche kadi kadi ainj harkate karte hai (children sometimes behave like this). apne aap theek ho jayegi.
Ishita... nai mummy ji baat kuch aur hai. Ruhi bta nai rahi hai.
Toshi ji: baat kuch nai hai. bachi hai apne aap theek ho jayegi. tension na le.
After an half an hour so...
Ruhi comes out of her room still wearing the school uniform.
Ishita : uth gya mera beta. Ruhi ye kya. uniform bhi change nai kiya? kya hua hai beta.
Ruhi goes to Toshi ji... : Dadi muje adi bhaiya aur mere bachpan ki album chahiye. abhi. muje dekhni hai. abhi chahiye.
Toshi ji: album??? ki hoya. uski kya zarorat pad gyi tenu? muje dhondni padegi.
Ruhi: Dadi muje abhi dekhni hai... aap abhi dhondo.
Ishita: Ruhi beta dadi ne bola na de dengi. dont be so stubborn. uniform change karo aur let's have lunch.
Ruhi: Nai dadi muje abhi chahiye...
Ishita gets even more worried for her other wise happy , lovely angel Ruhi.
Guys, let me know if I should continue with it?
410