Jise nazre dhoond rahi hai
Kya ye woh scene mera hai
Yahaan chain se bas dhekoo
Kyun dil ye mujhe kehta hai
Jazbaat naye se mile hai
Jaane kya asar ye hua hai
Ik aas mili phir mujhko
Jo rangna kisi ne diya hai
Haan kisi shayar ki ghazal
Jo de rooh ko darr ke pal
Koi thullu yun mila hai, jaise raghav ko pooo
Naye serial ki jaroorat, ya ismein twist
Koi thullu yun mila hai, jaise ema ko new twist
Hmm...
(Instrumental Break)
Aa... aa...
Jaise koi kinara, deta ho sahara
raghav woh mila, kisi mod par
Kalpi ka taara, karta ho ujala
Waise hi roshan kare, woh shehar
Dard mere woh bhula hi gaya kuch aisa asar huya,
Jeena mujhe phirse woh sikha raha
Hmm jaise baarish kar de tar, ya rangna har pal
Koi thullu yun mila hai, jaise viewers ko ra...kiii
Naye mausam ki sehar, ya sard mein dopahar
Koi thullu yun mila hai, jaise kalpi ko cafe