A song for Raghav and Paakhi! Beloved RaKhi!

Ragnaislife thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#1
Phoolon ka taaron ka, sabaka kehana hai
Ek hazaaron mein meri behanaa hai
Sari, umar, hamen sang rehana hai
Phuulon ...

Ye na jaana duniya ne tu hai kyon udaas,
Teri pyaari aankhon mein pyaar ki hai pyaas,
Aa mere paas aa, kah jo kehana hai, ek hazaaron ...
Jab se merii aankhon se ho gayi tu door
Tab se sare jeevan ke sapane hain choor
Aankhon mein neend naa, man mein chaina hai, ek hazaaron ...

Dekho hum tum dono hain ek Daalii ke phool
Main na bhuulaa tuu kaise mujhako gai bhool
Aa mere paas aa, keh jo bhi kehanaa hai, ek hazaaron ...

Jeevan ke dukhon se, yuuN Darate nahiin hain
Aise bachake sach se guzarate nahiin hain
Sukh kii hai chaah to, dukh bhii sahanaa hai, ek hazaaron...

Phoolon ka taaron ka, sabaka kehana hai
Ek hazaaron mein meri behanaa hai
Sari, umar, hamen sang rehana hai
Phuulon ...

Ye na jaana duniya ne tu hai kyon udaas,
Terii pyaasii aankhon mein pyaar ki hai pyaas,
Aa mere paas aa, kah jo kehana hai, ek hazaaron ...
Jab se merii aaNkhon se ho gayi tu door
Tab se sare jiivan ke sapane hain choor
AaNkhon mein neend naa, man mein chaina hai, ek hazaaron ...

Dekho hum tum dono hain ek Daalii ke phool
Main na bhuulaa tuu kaise mujhako gai bhool
Aa mere paas aa, keh jo bhi kehanaa hai, ek hazaaron ...

Jiivan ke dukhon se, yuuN Darate nahiin hain
Aise bachake sach se guzarate nahiin hain
Sukh kii hai chaah to, dukh bhii sahanaa hai, ek hazaaron...


Created

Last reply

Replies

1

Views

703

Users

2

Likes

6

Frequent Posters

Haisisterz thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
#2
It suits them both =)

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".