we all want k raj naina ko sabaq sikhai use tolerate na kare even ke use slap kare
and also we r irritated k raj aisa kyun nahin kar raha hai woh aaj kal tulsi jaisa ban gaya hai
woh aisa kaisay kar sakta hai not just because he is in love with her but he is in guilt react woh karta hai jo apne aap ko rite manta hai per woh to apne appko wrong samajhta hai
warna raj naina ko dant chuka hai kai baar even jab woh naina se pyaar karne k baad bhi usne naina ko daanta hai
aur na heen woh aisa hai k koi use kuch bhi kahe to woh use tolerate us ne major nair bharghav ritu sabko moon tod jawaab diye hain
but here use lagta hai k woh galat hai to woh kaisay react kar sakta hai woh kaisay naina ko kuch kahe jab use lagta hi nahin k naina galat hai
its not just the matter of love but its more of a guilt