Jodha comes back to agra and sees Maham in this dress and goes to jalal
Jodha: Shahenshah humme bahuti gambhir vishay par aapse varthalab karna hai.
Jalal wondering: Ab kya galathi hogayi humse 😕😔
Jodha: Char din main kya agra se gayi Maham anga ne meri talwaar baazi ki dress churali (boo hoo) 😭😭😕😡 yeh bahut anuchit vyavar hai Shahenshahhh. Mujhe mere kapde ladooo
Iske baad precap gussa on Maham
Jalal: Soch samajh kar jawab dijiye wazir e aliya kyunki aapka jawab aapko mujrim sabit kar saktha hai kya aapne jodha begum ke talwarbazzi ke kapde churayeee haan ya naaa😆😆
Maham first shocked then thinking: Yeh jalal ko kya hogaya maine agra ka khazana khali kiya aaj tak uska jawab nahi manga jodha begum ki dress kya churakar daldiya mere dhood ka karz bhool gaya hai
Edited by myviewprem - 11 years ago