Posted:
Agar Kabhi Koi Lamha, Aisa Zakhm De Jaye, Udas Mat Hona
Agar kabhi koi lamha
aisa zakhm de jaye
k koi bhi marham us
zakhm ko na bhar paye
Mehv-e-yaas mat hona
zindagi ke sab mausam
ek se nahi hote
saray hog ay humdum
ek se nahi hote
Zindagi ke rang mai
hadsay bhi aate hai
hadson se barh ke kuch
waakay bhi atay hai.
Waqt ke hi marham se
zakhm bar bhi jate hai
Din buray ho ya aachey
bas guzar hi jatay hai
Waqt ko guzarna hai
zakhm ko bhi barna hai
Dard ke chartey darya
ko kabhi utarna hai
Tum udas mat hona
Mehv-e-yaas mat hona.
Internet
Agar kabhi koi lamha
aisa zakhm de jaye
k koi bhi marham us
zakhm ko na bhar paye
Mehv-e-yaas mat hona
zindagi ke sab mausam
ek se nahi hote
saray hog ay humdum
ek se nahi hote
Zindagi ke rang mai
hadsay bhi aate hai
hadson se barh ke kuch
waakay bhi atay hai.
Waqt ke hi marham se
zakhm bar bhi jate hai
Din buray ho ya aachey
bas guzar hi jatay hai
Waqt ko guzarna hai
zakhm ko bhi barna hai
Dard ke chartey darya
ko kabhi utarna hai
Tum udas mat hona
Mehv-e-yaas mat hona.
Internet