ay parda nasheen parda utha, meri mohabbat qabool kar jalwa dikha.
larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi deti thi larka bohat afsoos rehta tha hr rooz larki ko dekhta tha yehi jumla kehta tha
ay parda nasheen parda utha, meri mohabbat qabool kar jalwa dikha.
phir 3sre din larky ne wapis kaha
ay parda nasheen parda utha, meri mohabbat qabool kar jalwa dikha.
agr tune jalwa nahi dikhaya to main khud kushi karlunga
jb 4th day larki us gali se guzri to wo manchala larka usko nahi dikha larki ko bara afsoos huwa or logo se pocha ke kaha hai wo to logo ne bataya beti usne to tumhare gham main khud kushi karli hai to larki us ki qabar par gai or ja kar kehne lagi
ay mere gumnaam ashiq aai hun tere mazar par, ay mere gumnaam ashiq aai hun tere mazar par,
to us qabar main se awaz ai ..
ya khuda ye kesa tera insaaf hai, ya khuda ye kesa tera insaaf hai,
aj main pardy main hu or wo by naqaab hai 4Y3W