Posted:
Aankhein nam hain
dil mein gham hai
khwaab toote
bikhre sare
dil sawali
sab hai khali
dard gahra
man ka aagan
hai ye soona
yaadon ka hai
bas haan pehra
haan sawre
ab nazar jaye jahan tak
bas tu hi tu dikhe mujhko wahan tak
dil kya rooh mein bhi shamil hai tu hi tu saawre
par kyun samajhna paaya
ye tu saawre
chainosukoon hai lapata
bekhoodi hai bepanah
tu hi bata kya karoon
bas mein nahi ye man saawre
tu tha bewaafa
hai dil ko ye pata
phir bhi tujhko bhulana
najane kyon mumkin nahi saawre
dil mein gham hai
khwaab toote
bikhre sare
dil sawali
sab hai khali
dard gahra
man ka aagan
hai ye soona
yaadon ka hai
bas haan pehra
haan sawre
ab nazar jaye jahan tak
bas tu hi tu dikhe mujhko wahan tak
dil kya rooh mein bhi shamil hai tu hi tu saawre
par kyun samajhna paaya
ye tu saawre
chainosukoon hai lapata
bekhoodi hai bepanah
tu hi bata kya karoon
bas mein nahi ye man saawre
tu tha bewaafa
hai dil ko ye pata
phir bhi tujhko bhulana
najane kyon mumkin nahi saawre