amarjyoti thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 13 years ago
#1
yaar ghar mai siddhi ka paas in samaya ek akdoo & Khadoos anand kam tha kya,jo office mai kunal mil gaya,pata nahi kya hoga,vasa in 9 saal mai kunal ko richa na badal diya hai,vasa siddhi hi thi jo kunal ko bardash kar rahi thi,phir bhi kunal usa galat samaj raha hai, serial mai ek baat mujha aaj tak samaj nahi ayi vasa to kunal siddhi sa bahut pyar karta hai,or vasa usna kabhi bhi siddhi par trust nahi kiya,hamasha usa galat samja,why ? ,or baad mai jab bhi usa sach ka pata chala to guilty feel kiya usna,or siddhi na usa maaf kar diya,ab tak serial mai ya hi dikhaya hai,raveena ,gaurav,richa sab hi par usna trust kiya,mujha mai sochta hu,ki siddhi hamasha har prob mai chopras ki vajay sa phasi,usna itna kuch kiya chopras ka liya,par phir bhius sabna usa hi galat samja

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".