Posted:
hi
kal ka episode mai humna dekha ki anand diwan siddhi sa naraaz hai,kya lagta hai siddhi apna beta ko mana payagi,vasa siddhi ki life mai kitni parashaniya hai,kunal ka paas to siddhi sa alag hona ka baad bhi beta ka saath hai,par siddhi ka beta to bahut rude hai,vo apni maa ko samajta hi nahi hai,siddhi na kabhi bhi apna bara mai to socha hi nahi hai hamasha dusro ka bara mai hi sochti rahati hai,pahala hamasha chopra or kunal ka bara mai socha,or hamasha sab na usi ko galat samja,or aaj beta bhi naraaz hai,yaar huma kab siddhi or anand diwan ki bonding dekhna ko milagi