Posted:
1 kya lagta hai parichay ki trp down hona ka kya reason hai mujha lagta hai sabsa bada reason richa ka expose nahi hona,vo puri chopra family ko apna mutabik chala rahai hai
2 siddhi or aj ko saath bilkul nahi dikha raha ,unka bech ki bonding dekhna ko nahi mil rahi,sirf kunal or as ko hi dikhata rahata hai,huma laga tha ki as kunal ko siddhi ki,or aj siddhi ko kunal ki yaad dilayaga par esa nahi ho raha
3 hum dekhna chata hai ki kunal ko jab richa ka bara mai pata chala to vo kya karaga ,par serial ko dekh kar esa lag raha hai ki shayad esa nahi hoga
4 hum chata hai richa ki sachi sabsa pahala seema ka samna aya kyoki chopra mai vahi hai jisna hamasa kunal siddhi ko milaya hai
ab dekhta hai kya hota hai ya to meri soch thi par pata nahi serial vala kya soch raha hai or kya kar raha hai