reply from kunal POV....😊,,(hope u guys like it)
arrey yaar main khud pak gaya hu aise scenes kar kar ke...jaisa main hu nahi vaisa ban ban k...aisa laga mera khud ka khud se naya parichay ho raha hai...ek time tau aisa aaya ki show chodney ki dhamki deni padi ...tab jaakar itna sudhaar hua hai...nahi tau main bhi fas jaata saas bahu k jhamele main...ab koi kisi ko kya bataaye ...yeh tum logo ka he pyar hai jo main ab tak is show main tika hua hu...varna kab k chod kar bhaag gaya hota...per fikr na karo yeh cv director sabko patri per laa doonga dhirey dhirey...