Originally posted by: Rush2220
Kya karen, jab CVs nahin sunte, chanel nahin sunta...baki toh chodo hamari toh bhagwan bhi nahin sunte😆 toh bas ab thoda enjoy kaar lo. hai na😉 serial main kya pata gola khayen zaroor.
uske upar daya karo baba 😉 itna mujhe mazaak udao..haan gola scene ho sakta hai epi mein..making gola na ho shayad...they want to cool your temper with the thanda gola..😉
[bhagwan to kisiki nahi sunta warna hum hote hi nahi ..😉 kitne log hamare piche pad gaye honge ab tak 😉]
enjoyed the discussions on chaped..tab main office mein thi to couldnt..😆