Sindoor scene was the second one, right after Shiva walks out and Raavi goes to her room.
Dhara is taking Suman to give her medicines as she is not taking care of herself.
They hear Raavi singing songs and Suman wants to see what's she is up to now.
Raavi first sang Tip Tip Barsa paani and hung Shiva's pictures all over the wall. The song got over, then she started singing "kaise hua, kaise hua, tu itna zaroori kaise hua"
By then Suman and Dhara walk inside her room.
Suman is asking Raavi to stop singing and asks her for rent if she is going to live there as she is neither their daughter nor her bahu, nor Shiva's wife "toh phir kis adhikar se yahan mere ghar me rahegi, kirayadaar ki adhikar se rehgi toh kiraraya dena padegaa naa"
Raavi keeps a long sindoor with Mangalam Bhagwan Vishnu playing in the BG.
Suman tells Dhara, "dekh tu iss nautanki dekh tu"
Suman stares at her.
Raavi takes her asshirwaad and says. "mere maate pe ye sindoor hai na kaki woh aapke bete Shiva k naam ka hai, agar aapko abhi lagta hai mein Shiva ki biwi nahi hoon, aur iss ghar ki bahu nahi hoon, toh aap poore haq se ye sindoor mita dijiye aur maang lijiye mujhse kiraaya mein mana nahi karrongi"
Suman and Dhara are shocked to hear what Raavi had to say
Suman says, " zubaan ki lagam apni maasi ke yahan chodke aayi hai, mujhse keh rahi hai, apne bete ke naam ka sindoor mittaoon"
Dhara says, "tu hosh me hai Raavi tu kya keh rahi hai, sharam kar" and Signals her to keep quiet.
Raavi says, " apne haq ke ladayi ladne me kaisi sharam hai Dhara di, agar iss zabardasti se mujhe Shiva ki biwi kehlane ka haq iss ghar ki bahu kehlane ka haq, iss ghar me barabari se rehane se haq mil raha hai, tu phir kaisi sharam"
She looks at Dhara and then Suman and walks away from there.
Suman turns to Dhara,"dekh liya bhagodi ki beti, aur bann chaudhrayin, tu ne iss ghar me rakhne haa mebari thi naa, toh sambhal isse, badi chali thi hissab kitaab aur haq baatne, abb smabhal poore ghar ko, samete le ye sab, agar yeh sab aisa chalta raha naa, toh iss ghar me bikar ne me der nahi lagegi, yeh toh mujse llikh ke le le"