Baachi🤗 pyaar jo hum karte hai tujhse, par nautanki zyaada hogayi na, isiliye aise bol diya. Isska matlab yeh nahi hai ki mera pyaar tumhare liye kam ho jaayega. It’s always same same for Addu and you and not different😆
Main bhi aap se booohhhootttt saaaraaaa pyaar karti hoon!!❤️🤗