Asalamoalikum doston..............
Kayse hain aab sub...umeed hai aur dua hai k sub theek hoon......jaysa k aap sub jaante hain aaj SHAB-E-BARAT hai.........barkaton ki raat.....aaj k din hamare zindagi ka faisla hoga.....
Kon janta hai os ki zindagi ka kia faisla ho jaye......
Aj ki raat aap subko mubarak ho........aaj ki raat aap sub Allah ki ibadat ki jiye.,........duaye mangiye.....apney liye.......apney ghar walon k liye.........rishtey daron k liye.....aur doston k liye............
hame bhi apne duayon mai yaad rakhi ga.........
aab aap sub apney duayien apney doston k liye yahan likhiye........
Khush rahiye.....aur duayon mai yaad rakhiye...
Mujhe ijazat...
duayon k saath
Allahafiz
Mehreen......😳