Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 29th Sept 2025.
Bigg Boss 19-Daily Discussion Thread- 30th September, 2025
India Won Asia Cup 2025- Trophy Missing! Glory Without the Trophy?
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 30, 2025 Episode Discussion Thread
101 ways to patau your pati
Trump's 100% tariff on Bollywood films
Bhagwan Ke Charnon Mein Swarg
Aishwarya Rai at the Paris fashion week
✦ Font-astic Voyage Contest Voting Round 1 | Invites ONLY ✦
What's next? (Multiple votes allowed)
The Pilot Pirates | Book Talk Reading Challenge 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 1, 2025 Episode Discussion Thread
Which faces u r fed up of watching
Budget Single Digit : 7 cameo openings.
My Box Office Prediction for Sunny Ki....jo bhi hai.
Swara Bhaskar..someone who dared to say it out loud #respect
True Face of BIAS & NEPOTISM!
DADI AS BOOTH 1.10
👻 The Manuscript Marauders 👻 BookTalk Reading Challenge October 2025
Originally posted by: starstruckk
I absolutely love Daam's dialogues...perhaps my most favorite dialogue between Zara and Maliha.
Zara (to Maliha):Saat saal tumhare kapre, tumhari cheezain, tumhare jootay maine aur meri behnon ne isthimaal kiye thay. Main tumhari baat kese taal sakti thi? Aur tum janti ke jo tum college main mujhe khana khilati thi na, woh pooray din ka pehla aur shayed akhri khana hota tha mere liye.Tum mere liye farishta thi, farishta..tumhein insaan nahi bana chahiye tha.
Edited :)
Originally posted by: HeavenlyBliss.
OMG and that ZGH diary wala :O
Tum mujhe sangemarmar samajhte ho, samajhte raho. Main tumhare samne reit ki deewar nahi ban sakti. Mujhe tootne se khauf aata hai.
Originally posted by: *Woh Ajnabee*
Saba and Arfeen in Meri Zaat Zarra-e-Benishan:Arfeen: Koi ek shaqs toh hoga jo jaanta hoga ke tum begunah ho.Saba: Allah jaanta hai.Arfeen: Allah se kaisey poonchoon, mai koi pagumbar nahi hoon.Saba: Allah dilon mein rehta hai, aap apney dil se poonchey.--Saba: Main tahajjud-guzar nahi hoon. Paanch waqt ki namaz bhi nahi padti. Na koi mujhey naik kehta hai na hi duain karwata hai, likin mainey yeh gunah nahi kiya.--Arfeen: Aur Saba agar tum jhooti saabit hui toh har rishtey se aitbaar uth jaayega mera ... yahan tak ke Allah se bhi.These are all different chunks from the same scene, but I think this is hands down one of the most powerful scenes on Pakistani television. Faisal Qureshi is brilliant in this entire scene!
Originally posted by: *Woh Ajnabee*
What are you editing out? Shouldn't we be hearing some original writing from you? And GO.😆