🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: S 8 - M43: India vs South Afrika🏏
MUKTI vs MAIRA 22.2
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: S8 - M41: New Zealand vs Pakistan🏏
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: Super 8 - M42: England vs Sri Lanka🏏
Gift of Giving: A Creative Writing Contest: WINNER ANNOUNCEMENT
Shahid Kapoor Questions Credibility of Critics
CHUNNI BURNT 🔥 23.2
Rashmika and Vijay confirm their wedding!
Ravi: Maa, Tumhaare aasheervaad se main aaj B.A. FIRST class mein pass ho gaya hoon.
Maa : Bahuth khushee ki baath hai beta. Le, yeh parshaad kha le.
Dekho ji. Aaj apke beta ne aap ki baath nibhaya hai.
Beta ... Ek achchi si naukari doond le Aur, Jaldi se ek Bahuraani bhi le aaa
Ravi: Maa ... uummnn ... Bahu rani tho my dhoond hee liya hai.
Maa : Saachee, kaun hai beta vo khush kismat valee
Ravi: Seth Gangaram ki beti, Asha.
[ ddaannn ...dddaaann .... music in the background
The saga continues...
Maa: BETAA!!! Yeh mujhse tu kis janam ka badla le raha hai!?
Ravi: MAA, tu kyaa keh rahee hai?
(Duh?!?!)
Maa: Beta, yeh wohi Seth Gangaram hai jisne tere pitaajee kaa khoon karvayaa thaa!
Ravi: Kya!?
Member of Audience: Abbe saale, sunaaee nahi deta tereko!?
Ravi: Maa, yeh tu kyaa keh rahi hai?
Maa: Beta, bees saal pehle ke baat hai...
Ravi: Yeh, yeh mom get on with it. I've heard that before...
Maa: (STARTS SOBBING HYSTERICALLY) Beta, beta yeh tu kya keh raha hai...
Ravi : Maa aaptho daadi banne ja rahi ho
Maa : Kya, kab Kaise
Ravi : Maa Asha maa banne wali hai aur wow baccha mera hai
Maa : Are you sure, are you doubly sure 🤣
PS : All these directly udafied from internet 😉 Only last 4 are Sheriffs original dialogues 😆
Sheriff Bhai : Thakur Saab, main abhi abhi jail se nikla hoon!
Thakur Saab : Haan, kaho to phir andhar bhijva doon?
😆
😆😆😆 Sheriff bhai too good.
From Movie Dhamal
Manav: You are so smart Adi, mummy would be proud on you 😆
Muniza
Thank you Thank you 😉😃
Next famous dialogue...
Saala hero never remembers he has slept with the heroine 😆
Heroine : Mein tumhaare bachche ki maa banane waalee hun!
Hero : Kya, kab, kaunsi raat 😆😆
Heroine : Din mein
Hero : Din mein, kis hotel pe 😆