Aankhon mein maine kajal dala mathe pe bindiya lagai
Aise mein tum ajaye to kya ho Ramduhai...
chupke mann me aarmano mein le aisa angrai
koi dekhe to kya samjhhe ho jaye ruswai.
Maine kyoon sringer kya,Dil ko yuhi beqarar kiya..sham savere tere raha dekhi .Raat din Intezaar kiya
Aaaj woh din hai jis ke liye mai tadpi ban hi Radha.
Aaj mere mann ke bechaini bad gayee aur ziada..
Pyar me dhokha na kha jaye ye mann seeda sada
Aisa na ho jhhota nikle aaj milan ka wada..maine kyoon aitbaar kiya,dil ko kyoon beqarar kiya .sham savere tere raha dekhi raat din intezaar kiya..