Thank you all for loving my new story... I m continuing it...
.
.
.
Madhupur, a city near Delhi, silent and beautiful. In this city there is a big haveli type house, mishra house.
It was morning time, all people were busy in their work and in this house a beautiful melodious voice of arti was coming from mandir. A girl wearing light yellow colour chudidar suit was praying infront of radha krishna statue...
NAVYA - RADHE KRISHNA KI JYOTI ALOKIK
TINO LOK ME CHAYE RAHI HE
BHAKTI VIVASH EK PREM PUJARAN
FIR B DEEP JALAYE RAHI HE...
Hearing her voice everyone gets alert...
RAMU - lagta he navya betiya uth gayi.. Ab shuru hui sabki subah
MANI - ha.. Navya didi ki awaz utni hi sundar he jitni wo khud...
Here in room deepak stopped his work and listened to navya singing... He came down near mandir...
NAVYA - KRISHNA KO GOKUL SE RADHE KO
KRISHNA KO GOKUL SE RADHE KO
BARASANE SE BULAYE RAHI HE
DONO KARO SWIKAR KRIPA KAR
JOGAN ARTI GAYE RAHI HE...
Meeta also came from kitchen. She hand over her work to the maid and came near mandir just to listen navya...
NAVYA - RADHE KRISHNA KI JYOTI ALOKIK
TEENO LOK ME CHAYE RAHI HE
TEENO LOK ME CHAYE RAHI HE...
She complete her arti and join hands infront of God. She goes towards deepak and takes his blessing
DEEPAK - hamesha khush raho aur hamesha aise hi roz arti sunaya karo
Navya smiled
MEETA - hamesha kaise suna sakti he.. Sasural jayegi to kya waha se apko phone karke sunayegi
NAVYA - ma aap to meri shadi k piche hi pad gayi
She takes blessing from meeta
MEETA - ma hu. Chinta to rahegi hi... Khush raho beta
RENU - ab chinta chodiye ma...
Renuka enters with gautam and gudiya...
NAVYA - di...
Navya runs towards them and hugs them tightly... She takes gudiya in her hands. They all sit in hall...
RENU - kya ma kitni chinta karti ho. Ab to wo training k liye b jane wali he...
GAUTAM - are ha navya... Tumne mjhe bataya nahi tum Delhi ja rahi ho
NAVYA - ha jiju wo actually 6 mahine k liye mjhe jana he. Cardiology me training classes Delhi k hospital me hi honge
GAUTAM - Aur rahogi kaha, hostel?
DEEPAK - q bhai, jab apna dost Delhi me rehta he to wo wahi rahegi
NAVYA - papa mene apse kaha na me unke yaha nahi reh sakti
MEETA - q kya problem he tjhe. Om bhaisahab ne khud bola he ki tu unke yaha rahegi
NAVYA - par ma...
RENU - ek min Koi mjhe batayega ye kya horaha he
DEEPAK - renu, tu janti he na Delhi me om rehta he. Jab mene use bataya navya k training k bare me to usne mjhe khud kaha ki navya uske sath rahegi, uske ghar me
MEETA - Aur unka pura parivar bht acha he. Barso hogaye unse mile hue. Tum to bht choti thi renu aur navya ka to janm b nahi hua tha jab om bhaisahab sugandha aur mohan ko lekar Delhi Chale gaye
RENU - ha ma mjhe to yad b nahi
GAUTAM - to isme problem kya he. Navya hostel me rehne se acha tum waha reh lena
NAVYA - but jiju me unhe janti tak nahi.. Aur aisi anjan jagah kaise reh sakti hu
RENU - uffo.. Anjan log ab he na. Jab tu unse milegi tab to anjan nahi rahenge na... Aur tjhe kya pata, hosakta he tera us ghar se rishta jud jaye...
Navya think for a while and when she realised they are not going to listen her, she finally agree
DEEPAK - thk he fir... Me om ko bata dunga ki tu waha Sunday ko pohoch jayegi
MEETA - navya, tu chinta mat karna. Weekend pe hum ajaya karenge. Waise b Madhupur aur Delhi he hi kitna dur.. Do teen ghanto ka to safar he
Navya hugs her and tear came from her eyes...
MEETA - pagli... Tu to aise ro rahi he jaise sasural ja rahi he... Pagal...
Navya goes in thought thinking about bajpayee house...
...
Delhi, bajpayee house...
The house was busy working.. All the servants were working as instructed by sugandha...
SUGANDHA - lochan.. Yaha k gadde kaha he.
LOCHAN - abhi laya malkin
SUGANDHA - store room se lekar aao. Sari tayyariya ho jani chahiye
RAMA - ma aap chinta mat kijiye. Sab hojayega
SUGANDHA - Jiske pas tum jaisi bahu ho use fikr karne ki zarurat nahi he
Rama smiled. Suddenly mohan enters
MOHAN - are rama.. Meri wo file...
He stopped seeing the condition of room
MOHAN - ye kya horaha he
SUGANDHA - room tayar kiya ja raha he
MOHAN - guest room, q
RAMA - uffo bataya to tha apko mohan. Deepak uncle ki beti arahi he na do din bad
MOHAN - oh ha.. Navya.. Ryt
NIMMI - ha bhai
Nimisha enters having pillow in her hand
NIMISHA - ye lo ma pillow jo apne mangwaye the
SUGANDHA - thank you
MOHAN - kya bat he aaj aap kam kar rahi he
Mohan teases her
NIMMI - bhabi dkhiye na
RAMA - mohan aap q nimmi ko tang karte he
NIMMI - Aur Waise b me kam navya k liye kar rahi hu. I m vry excited to meet her...
RAMA - ha mene to bas uske bare me tarife suni he papa se
SUGANDHA - tarif k layak he hi deepak bhaisahab ki dono betiya.
MOHAN - Aur nimmi tu na navya se training le lena. Taki tu b usse kuch sikh jaye
NIMMI - acha.. Bhai me apki hasi na do min me gayab kar sakti hu
MOHAN - kaise
NIMMI - aise... Papa...
Nimmi runs from there to om room and mohan follow her...
Om was working on some files. Nimmi enters and mohan was chasing her. They both go around om making his files fall from his hands
OM - mohan, nimmi bas karo
NIMMI - papa dkhiye na bhai ko
OM - mohan kya kiya tumne
MOHAN - kuch nahi papa.
OM - tum dono na bilkul bache ho. Sari files gira di
Om was about to pick fallen files just then two hands came and pick them up. It was none other than anant
ANANT - ye lijiye papa
OM - anant agaye tum office se
MOHAN - anant client k sath presentation kaisa raha
ANANT - bht acha bhai. Infact wo apko contact karenge khud
MOHAN - chalo acha he. Papa apke ye chote ustad to bht jaldi business me stand hojayenge
OM - ha Akhir beta kiska he...
NIMMI - papa aap ye sab chodiye aur pehele mohan bhai ko datiye
OM - ha bhai, q datna he apke mohan bhai ko
NIMMI - dkhiye na papa, ye mjhe chida rahe he. Mene kaha ki me navya k ane se excited hu aur ye he ki mera mazak uda rahe he
ANANT - 1 min. Ye navya kon he
MOHAN - tjhe nahi pata.
ANANT - nahi
OM - wo actually mera dost he na deepak uski choti beti he navya. Wo Madhupur se Delhi arahi he cardio k training k liye isliye mene deepak se kaha ki use yaha rehne de
ANANT - oh
OM - Waise bht achi he navya. Sanskari aur khubsurat. Aur ab to doctor b he...
Om was praising navya and anant was just lost in her thoughts...
ANANT - impressive... I have to meet her...
.
.
.