So sry for late update...
TAIJI - janti ho navya, anant ko yaha ana bht pasand he. Bachpan se hi use gao ka mahol, yaha k log bht ache lagte he
NAVYA - taiji apse ek bat puchu
TAIJI - pucho na
NAVYA - anant ko yaha ki Konsi jagah achi lagti he
TAIJI - Waise to sabhi jagah achi lagti he par jo gao k bahar jheel he na waha use tehelna sabse jyada acha lagta he
NAVYA - jheel? Aur kya kya acha lagta he unhe
Navya enquired all likes nd dislikes of anant abt their village from taiji.
...
As taiji instructed to navya, she took anant at jheel. He didn't want to go bt om forces him. And yes taiji was true, anant really luved it. Anant was enjoying himself and an unknown smile appear on navya face seeing him happy.
ANANT - navya...
NAVYA - ha
ANANT - thank you
NAVYA - kis liye
ANANT - wo... Mjhe yaha lane k liye
NAVYA - Waise kisine mjhse kaha he ki Dosti me no thanks no sry
Anant remembered his own words. He smiled and then look at navya who was looking at jheel. He was lost in her beauty. Her maturity force him to think how different sheet is. Her beauty makes him believe that she is most beautiful girl in world. When she care about him he thinks she is perfect for him. His thoughts broke when she patted on his shoulder.
NAVYA - kya hua anant kaha kho gaye aap
ANANT - tumhare bare me soch raha hu
Navya become surprised hearing anant.
ANANT - wo mera matlab tha ki... Ki tum kaise sab k bare me soch leti ho
NAVYA - matlab me kuch samjhi nahi
ANANT - matlab... Matlab ki... Navya tum tum alag ho, achi ho khud se pehele dusro ki sochti ho. Tumhe is bat ki fikr nahi ki tumhe usse kya milega tumhe is bat ki chinta he ki me khush hounga ya nahi. Mene tumhe kaha ki me badalna nahi chahta par tum nahi manti aur koshish karti ho ki mjhe kisi tarah khush karo. Q karti ho tum aisa
NAVYA - q ki aap mere pati he anant. Apki khushi me hi meri khushi he. Ab apka parivar hi mera parivar he. Aur apne galat kaha anant ki me dusro k bare me sochti hu, nahi anant me apna bare me sochti hu q ki agar aap khush honge to me bhi khush hongi.
ANANT - aisa q navya. Kabhi sonia ne mjhse aisa nahi kaha
NAVYA - qki wo apse pyar nahi karti thi anant
ANANT - to kya tum karti ho
NAVYA - me apki izzat karti hu anant. Aur agar ise aap pyar kehte he so that's all ur choice...
Navya was confident in her answer and this make anant more confused.. Now he was struggling. He don't know what is happening him. What is making him to think about love which he thought was nonsense.
It was night. Anant was thinking about navya and her words.
BADI DADI - anant
ANANT - are badi dadi aap iss waqt soi nahi
BD - tu b to nahi soya
ANANT - ha wo bas aise hi
BD - kya hua beta, apni badi dadi ko nahi batayega
ANANT - badi dadi Kabhi Kabhi aisa q hota he jab apko kisi k sath ki jarurat ho tab use nahi milta aur jab use sath nibhane jaisi chizo ka vishwas uth jata he tabhi use aisa Koi mil jata he jo uske sath k layak ho...
BD - tu navya k bare me bat kar raha he
ANANT - ha
BD - beta, Kabhi Kabhi bhagwan hamari zindagi me hame thokar dete he isliye q ki wo chahte he ki hum ise sabak lekar age badhe. Kabhi Kabhi hamari zindagi me dukh dete he q ki age unhone sirf khushiya hi likhi hoti he. Anant tere zindagi me sonia wo galati thi jisse tjhe sabak lena tha aur navya wo tufa he jo tjhe firse jina sikha rahi he. Uspar bharosa rakh anant. Wo tjhe badal rahi he to Uska sath de..
BD left from there keeping anant in deep thought..