Thank you so much for liking my updates. I promise you all to give romantic update soon.
.
.
.
All bajpayee family women were sitting in hall selecting saree and jewellery.
NAVYA - ma
SUGANDHA - are navya acha hua tum agayi. Me tumhe hi bulane arahi thi
NAVYA - ma ye sab kya horaha he. Ye kapde gehne Koi function he kya
NIMMI - ha bhabi. Parso karvachaut he. Usi ki tayyariya chal rahi he
NAVYA - karvachaut? Fir to ma ka vrat hoga na. Me b vrat rakhungi
DADI - tum rakh paogi
NAVYA - ha dadi. Ma aura maji b vat rakhti thi mjhe Kabhi mauka nahi mila. Par ab me vrat rakhungi. Waise b ye vrat to har ek patni apne pati k liye rakhti he. To mjhe b rakhna chahiye anant k liye.
Every one were surprised as navya announced that she is going to fast for anant. Sugandha came near her and caresses her hair.
SUGANDHA - thank you beta. Tum mere bete k liye vrat rakhogi. Tu mere bete k zindagi me pehele q nahi ayi?
DADI - sugandha.. Bhagwan ka shukr man ki navya hamari bahu he
Navya smiled and hug sugandha.
...
Next day navya want to tell anant about karvachaut buttons she didn't get chance to talk with him as he leftover early in morning due to office work. She first decided to call him buttons then decide not to disturb him as he is busy. In afternoon anant came homes and was surprised to see whole house decorated and some servants arranging curtains. He sees nimisha going upstairs and call her.
ANANT - nimmi sun
NIMMI - bhai jaldi bolo aur dur se bat kijiye mere hotho me mehendi lagi he kharab nahi honi chahiye
ANANT - ha ha thk he. Mjhe bata ye sab kya ho raha he ye tayyariya sajawat q
NIMMI - uffo. Bhabi ne apko bataya nahi. Kal karvachaut he.
ANANT - acha?
SUGANDHA - anant...
Sugandha called anant from back. Nimmi goes from there and anant come near sugandha.
ANANT - ma thank god aap mjhe yahin mil gayi. Mjhe ek but important meeting k liye jana he aur meri ek file yaha ghar par he plz mjhe dhundh k dijiye na
SUGANDHA - anant mere hotho me mehendi lagi he. Tu khud dhundh le
ANANT - acha navya kaha he
SUGANDHA - kamre me he
anant went upstairs to take help from navya.
ANANT - navya. Kaha ho
NAVYA - are anant aap itni jaldi agaye
ANANT - mjhe bhul important meeting k liye jana he. Ghar par file lene aya hu. Mil nahi rahi plc dhundh do na
NAVYA - me
ANANT - I know mene tumhe mana kiya hua he meri help karne k liye par ab me tumhe sry bol raha hu. Plz help me
NAVYA - I m sry anant me apki help nahi kar sakti
ANANT - navya? Me tumhe sry bol raha hu. Fir b
NAVYA - nahi anant wo...
She showed him her hands which were full with mehendi. She make puppy face and hence smiled seeing her innocence.
ANANT - Koi bat nahi. Tum mjhe ye bata do meri wo blue colour wali file tumne dkhi he
NAVYA - acha wo.. Wo to cupboard me he
Anant goes near cupboard and started searching his file
ANANT - kaha he navya
NAVYA - uffo hathiye me dkhti hu
ANANT - tum rehne do tumhari mehendi kharab ho jayegi
NAVYA - apki file jyada important he meri mehendi se
Anant smiled and navya comes near cupboard.
NAVYA - anant ye kya... Samne to rakhi hui he
ANANT - oh thank you
Anant was checking file.
NAVYA - anant wo mjhe apse ye kehna tha ki kal karvachaut he to mene apke liye vrat rakha he to aap plz kal jaldi ajayenge
Anant looks at her and he gets flashback.
FLASHBACK
ANANT - sonia wo tumse ek bat kehni thi
SONIA - ha kya he bolo
ANANT - kal karvachaut he
SONIA - to me kya karu anant
ANANT - ma ne tumhe vrat rakhne k liye kaha he
SONIA - what nonsense. Me aur vrat rakhungi no ways
ANANT - sonia kal tumhara pehele karvachaut he ghar me puja he
SONIA - so what anant. Me ye vrat wagera nahi rakh sakti mjhse nahi hoga ye sab
ANANT - par...
SONIA - plz anant
FLASHBACK ENDS
NAVYA - anant
ANANT - huh
NAVYA - kya hua kya soch rahe he aap
ANANT - tumne mere liye vrat rakha.
Anant hugs her tightly.
NAVYA - anant aap ro rahe he
Anant wipe his tears and left her
ANANT - peheli bar Koi mere liye vrat rakh rahi he
NAVYA - me KOI hu kya
ANANT - nahi... Tum meri patni ho.
Navya smiled and anant also smiled seeing her. She'll indicate him to wipe his eyes with her saree pallu and he followed it. He left keeping a smiling navya behind.