guys chill yaar itna pareeshan mat ho hame happy wedding hi milegi
agar cv's ko tensn bhari shaadi dikhani hoti toh wo is baat ka decission pheron tak nahin le jaatein
means kam se kam haldi se lek pheron tak yeh toh sure hai ki koi hungama nahin hoga
aur rahi precap ki baat woh toh bd ki aadat hai jisko badalna muskil hi nahin namumkin hai
ho sakta hai om ne abhi tak muh isliye nahin khola hai use puri baat pata nahin hai ho sakta hai shaadi
mein toh guddu fir drink karega ho sakta hai drink karte huye loonies mein se koi dekh le aur kam se
kam navya k father se kuch na bolein
aur yeh bhi ho sakta hai isse hamein super duper mature anant dekhne ko miley jo ki sirf navya k liye hi
nahin apne in laws k saath bhi kuch galat nahin hote dekh sakta hai
so plsss chill guys
Edited by mannat24 - 13 years ago