Hi all this my beginning to this forum and I am glad to be part of this Naamkaran forum actually frankly speaking i started to watch this serial when i heard that Rima Lagoo ji left the world i got curious to watch her work in this serial but soon i like this serial and thought to write story on it so that's why i am here to share my story with you guys and I hope you people like it.
Character sketch-:
Avni Metha now Avni Neil Khanna Or Ananaya Verma
Neil Khanna
Neela Metha ( in my ff Neela and Ashish are still legally married but they are seperated )
Dayawanti Metha
Amol Metha
Ali
Ria
All Character's are same as shown in serial other character's will be introduce in coming story.
Prologue -
Story start from when Neil come to know that Ananaya is real Avni Mehta Dayavanti Mehta's granddaughter, he decided that he will confront her before his marriage
with Ria and also if necessary than he will arrest her apart from all this he is also very angry and hurt with Avni for hiding this truth from him and deceiving his friendship so he head towards Mehta house but when he was about to enter what he saw and heard change his entire world never in his thought he think of this so he decided to do something before it's too late.
PART 1
At evening Baarat arrived and Avni is very tense that what will happen after this marriage will she will lost her brother forever no this thought give her lots of pain she is sitting in her room thinking how to stop this marriage when her mother Neela come in and tell her something
Avni-maa aap yeh kya keh rahi hai aisa nahi ho sakta hai kabhi nahi.
Neela- janti hoon bacha yeh aasan nahi hai per tumhe yeh karna hoga nahi toh sab kuch khatam ho jayega humara Aman humesha humesha ke liye hum sab se dur ho jayega aur na hi hum Aayesha ke katil ki saja dilwa payenge sab se badh kar tum humesha aise to nahi reh sakti na please ye hi sab problems ka solution hai aur jab use koi problem nahi to phir tumhe kyu hai beta please is bare mein gaur se socho aur phir mujhe batao
After that Neela left Avni alone to take better decision
Avni (self thought)- kya karo mai kya yeh sahi hoga mai kisi ko dard nahi dena chahti par agar ria aur Neil ki saadi ho gayi to Dayawanti Mehta mere aman ko lekar chali jayengi nahi mai aisa nahi hone dungi na chahte hue bhi mujhe yeh karna hi hoga aur koi rasta nahi hai.
In mandap
Pundit said kanya ko bulayie
Dayawanti happily mai leke aati hoon apni poti ko, She leave.
In RIA's Room
Ria is sitting in front of mirror getting ready when Dayawanti comes
Daya- are yeh kya abhi tak tyaar nahi hui kahi phir se bhagne ka iraada to nahi hai
Ria- anhi dadi bas 10 min aur lagenge bas
Dayawanti- theek hai jaldi karo pandit jee bula rahe hai mai ek min me aati hoon Hetal (Ria's mom) tab tak tu ise ready karo aur haan dyaan dena koi gadbad na ho sajhi tum dono.
Hetal- jee ma bas abhi layi aap chaliye
daya- nahi ise mandap pe toh mai hi lejaoungi aur haan ek baat yaad rakhna jab yeh saadi ho rahi ho toh mujhe woh ladki Ananaya mandap kea as paas bhi nahi chahiye.
H-jee ma
Daya leaves
In dayawanti's room
She takes passports and tickets and gives them to Amol
Daya- Amol beta tum mera airport pe wait karna jaise hi mujhe who check milega mai yaha se nikal ke use incash karwa ke paise leke waha pahuch jaoungi.
Amol jee dadi par kahi us Ananaya ko pata chala ki mai mandap ke aaspaas nahi hoon tab kya hoga use kahi shaq na ho jaye
Daya- nahi beta aisa toh tab hoga na jab who is shaadi meinshaamil hogi aur waise bhi who kuch nahi kar sakti bas tum bhai wali rasam ko pura karke airport chale jana yaha mai sab shambhal lungi.
Amol ji dadi I love you
Daya- I love you too beta ab chalo.
After that Dayawanti goes to Ria's room
Daya yeh kya hai gungat kyu dala hai???
Hetal- maa woh Kya hai na ye to rasam hai na ki jab tak shaadi nahi ho jati koi dulhan ka cehera nahi dekh sakta hai
Daya haa woh to hai accha yeh sab chodo maine tumhe kuch kaha tha kiya kya
Hetal jee maa
Daya - accha ab chalte hai muhurat ho gaya hai
Ab Dayawanti Metha aur Hetal Dulhan ko leke mandap pe jate hai.