ViDev were traveling in car at the rainy night. In between Dev took a wrong turn to reach faster in the resort which they have booked for their honeymoon. The car's tyre went puncture in the midway.
Vidhi: Dev, mein aapko bata rahi thi iss Jungle ke shortcut waali raste se mat gaadi chalawo. Abb dekhiye naa gaadi kharab huye.
Dev : Bahar deko kitni zor se baarish ho Rahi ho rahi hein. Upar se hawa bhi tez chal rahe hein. Phone ke network bhi mil nahi rahe hein.
Vidhi: Meri phone kee battery toh dead hein. Hum highway se jaate toh yeh sab nahi hota.
Dev : Wahan traffic honge, pahunchne mein time lagega yahi sochkar toh yeh shortcut Lee. Par aise jungle ke paas fas jaayenge barsaat mein aadhi raat ko, yeh kabhi socha nahi thaa.
Vidhi: Dev , uss taraf dekhiye wahan pedon ke peeche kuch roshni hein.
Dev : Haan Vidhi. Lagta hein koyi hein wahan. Hum wahan Chalke unse help maangte hein. Par gaadi se utarna padega. Paidal chalne ke alawa aur koyi option nahi hai hamare pass.
Vidhi: Theek hain Dev.
ViDev started walking into the deeper jungle searching that light. Finally they found a big bungalow there. A red light was hanged at the outside.
Dev : Issi red light kee roshni dikhi di hum donon ko gaadi mein.
Vidhi: Mujhe kuch theek nahi lag raha Dev. Yeh sunsan jungle mein kaun itna bada bungalow banata hein? Kahin yahan koyi bhoot toh nahi rehta ?
Dev : Joh bhi ho iss waqt wahi hamari help kar sakte hein. Mein darwaza knock karne jaa raha hoon.
Dev slightly knocked the door and it was opened. ViDev entered inside. But to their shock no one was there and the door closed automatically.
Vidhi felt hell scared . She held Dev's hand.
Vidhi; Hey Maa Milapini, hum kisi galat jagah pe toh nahi pahunche Dev. Yeh darwaza....aise apne aap bandh ho gaya
Dev : Shayad hawa Tezz chal rahi hein, issi wajah se hogi. Tum daro mat Vidhi.
Dev : Hello, Koyi hein ?
They heard a woman's laughter . But the person was not visible.
Vidhi: Aap joh bhi hein bahar kyun nahi aati ? Dekhiye hum donon ko aapki help kee zarurat hein.
" Pehle tum donon kuch khaa lo. Wahan dining table mein soups ready hein.."
Dev : Aap ho kaun ? Aur humein khaane kee zarurat nahi hein. Please hum raasta bhatakkar yahan pahunche hein. Humein please jungle ke bahar jaane kaa rasta bata deejiye.
" Aaj raat yahi guzarni honge , iss baarish mein kaise jaa pawoge? Upar se bahut aandhi bhi hein. Soups pee lo."
Vidhi and Dev looked each other and took their seats. They saw two bowls for them 🥣🥣 . But at a corner they saw another bowl 🥣 too .
Dev : Aap kaa soup bhi hein yahan hein.
" Woh teesra bhi tumhare liye hein Dev . Zara dekho uss mein kya hein. "
Dev and Vidhi looked the third bowl and got scared 😨 . Because it was blood.
And soon the invisible voice became visible for them . It was a woman in Black Saree and she was helding that bowl 🥣 at her hands .
Dev and Vidhi were shocked to see her
Dev : Amba
Amba gave a wicked smile and stared Vidhi..
Amba: Kya lags tumhein Vidhi ? Tum donon kee shaadi ke din maine suicide kee toh mein kabhi waapis nahi awungi. Dev Mera Hein...Bhale hi mein Vampire bani hun meri maang mein sindoor hein aur haath mein yeh bowl jiss mein laal khoon hein...Isse mein roz Dev ke saath peeti hoon Bhale hi Dev yahan naa ho...Abb Dev yahan aa chuke hein toh mein usse bhi apne saath le jawungi aur hum saath saath iss ghost bungalow mein rehke Khoon kee chuskiyan lenge.
Amba's nails became sharp . She moved towards Dev to grab his neck.
Vidhi screamed: Dev!!!!
Dev : Kya huwa ?
Vidhi was finding hard to breathe.
Dev came near her and held her hand. Vidhi hugged him tightly.
Dev : Vidhi, Vidhi kya huwa?
Vidhi: Woh aap theek hein naa? Aapke gardan mein chot !!
Dev : Kya bol rahi ho Vidhi ? Tumne koyi bura sapna dekha...
Vidhi; Haan bahut darawni sapna.
Vidhi explained the dream..Dev laughed loudly
Vidhi: Aap has rahe hein, mein kitni dar gayi pata hein aapko. Sach mein pagal aurat hein..Ek bowl mein khoon leke khadi hein.....Ek baar uski Ghar gayi toh dekhi Maine Pandrah saal se aapke har ek cheezon ko, tasweeron ko churake ek museum jaise saja rakhi hein.
Dev : Vidhi, relax.Woh sirf ek sapna tha. Amba kaa treatment chal raha hein, Vikram aur Chitra leke Gaya hein usse pshychartist ke pass. Bhool gayi kya ?
Vidhi : Arrey Haan.
Dev : Ek aur cheeze bhool gayi tum.
Vidhi: Woh kya Dev ? Kuch der pehle hum donon kee shaadi huyi , matlab yeh raat .....
Vidhi : Bhannat Suhaag Raat hein...
Dev : Exactly. Jab mein room mein aaya tab tum tired hoke so rahi thi. Toh socha thodi der baad mein jagata hun tumhein.
Vidhi: Mein bhi kaisi Pagli film hoon Dev ? Suhaag raat ko aise kaun sota hein ?
Dev : Toh kya hota Hein Suhaag raat mein ?
Dev stared her with his naughty eyes. Vidhi was almost hanged up before them .
Vidhi: Woh woh.....
Dev held her hands and he was getting much intimate towards her.
Dev : Jawab do, kya hota Hein ?
Vidhi : Lights off karni hein aur ...
Dev : Aur kya ?
Vidhi : Mmhhh .....Nahi pata mujhe
She shyily hide her face in his chest and he hugged her and switched off the lights.
Pata nahi Amba kya kar rahi thi ? Hospital mein dekhne ke liye aane waale Chitra ke saamne theen cups rakhti thi aur kehti thi
" Dekho naa Chitra , Dev mere saath chai pee rahe hein "
Nany,somehow wrote this. Koyi yeh mat samajhna kee mein pagal huyi hun.....Thodi bawli types hun, dedicating this to Nany jiski wish thi Ghost Womaniya Amba ko dekhne kee. Horror mere bas kee baat nahi hein behan, ViDev pe toh bahut kuch stories likh sakti hun.