mujey kyun yeh kabhi na khatam hone waali bahesh main khich rahi hai..mere guru ki baat main MM kaha aa gaye?
waise bhi jisko jo sahi lagega wo bolega...tujey to sahi lage tu bilkul bol sakti hai.
main megha vs mohan se sadiyo se thak gai hoon. main bas yaha masti karne aati hoon. waise bhi pata nahi kyun logo ko meri to sab baat ki mirchi lag jaati hai. esliye to kuch na hi bolna aacha hai!