zara zara
hai roshni se jaise bhara
har dil mein armaan hote to hain
har dil mein hote to hain
bas koi samjhe zara
tinka tinka zara zara
hai roshni se jaise bhara
tinka tinka zara zara
hai roshni se jaise bhara
har dil mein armaan hote to hain
bas koi samjhe zara
dil pe ek naya
sa nasha cha gaya
kho raha tha jo
khwab lauta gaya
yeh jo ehsaas hai
jo qaraar hai
kya isi ka hi naam pyaar hai
pooche dil thamke zara