haan ji hamari urdu mein tortoise ko taambel kahte hain......hindi mein kachuva kahte hain.....tum apni urdu mein tortoise ko kya kahti ho I wonder ke tumhein taambel nahin maloom tha?
tum tum aur main main kya hai???? tu tu main main tho nahi😉
tu tu hai wohi dil ne jise apna kaha
tu hai jahan main hun wahan
ab tho ye jeevan tere bin hai sadaa
mil jaye iss tarah do lehrein jis tarah
phir ho na juda haan ye wadaa raha
taambel kabhi nahi suna tha..urdu hai? surprised..meri urdu me kachva kehte hai..😊
tu tu tu tu tu tara
todo na dil hamara
jaan-e-tamanna wada hai wada
ab na hum tumko kahenge radha..😆
75