Pakda nahi hai par khaya hai aur khane ke pehle pakadna zaroori hota hai.Yahan par to supermarkt main milte hain.Mujhe pakadne ki koyi zaroorat nahi.😆
Ek din koyi murga mil jayega
aur khud pakadne ko kahega
maine socha na tha.................😆
achcha tho super market ka murga khaya hai freezed wala......hmmmm kabhi fresh khaya nahi kya?😉
murgi 16 baras ki......murga 17 baraska
milna jaaye naina.....ek do baras zara
doorr rakhna....kuch ho gaya tho phir na kahna na😆
205