' SING A SONG ' - Page 49

Created

Last reply

Replies

1.1k

Views

57.6k

Users

45

Frequent Posters

sarmadkhan thumbnail
Posted: 19 years ago

Originally posted by: bigmouth

(Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba) -2
Toh pehele koyi hasaaye na rabba

(Jaate jaate koyi meri khushiyon ko le gaya
Suni suni akhiyon ko gham, koyi de gaya) -2
Aas jo lagaayi hai, aankh bhar aayi hai -2
Itna bhi koyi, sataaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba -2

(Dil lene waale pe zor nahin chalta
Pyaar ka ye sikka, kahin aur nahin chalta) -2
Yaad teri aayi hai, tu harjaai hai -2
Itna bhi koyi tadpaaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba -2 😭

:) nice , thnks

doly_455 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago

Originally posted by: Neha77

i luv this song very touching

Ho paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi

Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

Roz roz resham si hawa aate jaate kehti hai bata
Resham si hawa kehti hai bata
Vo jo doodh dhuli masoom kali
Vo hai kahan kahan hai
Vo roshni kahan hai vo jaansi kahan hai
Main adhoora tu adhoori jee rahein hain

Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se


Tu to nahin hai lekin teri muskurahatein hain
Chehra nahin hai par teri aahatein hain
Tu hai kahan kahan hai
Tera nishaan kahan hai
Mera jahan kahan hai
Main adhoora tu adhoori jee rahein hain

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se.

my all time fav..........

doly_455 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
tum paas aaye
yu muskuraye
tum ne na jaane kya sapne dikhaye
ab to mera dil jaage na sota hai
kya karu hay...
kuch kuch hota hai.....2

jaane yeh kaisa ehsaas hai
bujhti nahi hai kya pyaas hai
bechainiyo mein chen
mujhko sanam aane laga
tanhai mein dil yaaden sanjota hai
kya karu hay
kuch kuch hota hai

hope i hav not jumbled up........
~Simmi~ thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 19 years ago
Aye ho meri zindagi me tum bahar banke
Mere dil me yuhi rahena tum pyar pyar banke
Ankho me tum base ho sapne hazar banke
Mere dil me yuhi rahena tum pyar pyar banke

Mere sathi mere sajaan mere saath yuhi chalna
Badle ga raang zamana par tum nahi badalna
Meri maang yuhi bharna taare hazar ban ke
Aye ho meri zindagi me tum bahar banke
Mere dil me yuhi rahena tum pyar pyar banke

Agar me jo rooth jao to tum mujhe manana
Thama hai haath mera phir umar bhar nibhana
Mujhe chod ke na jana waade hazar karke

Aye ho meri zindagi me tum bahar banke
Mere dil me yuhi rahena tum pyar pyar banke
Ankho me tum base ho sapne hazar banke
Mere dil me yuhi rehna tum pyar pyar banke
Neha77 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 19 years ago
So gaya yeh jahan, so gaya aasma
So gaya yeh jahan, so gaya aasma

So gayi hai saari manzile, O saari manzile,
So gaya hai rasta,
So gaya yeh jahan, so gaya aasma
So gaya yeh jahan, so gaya aasma


Raat aayi tho woh jinke ghar the,
Woh ghar ko gaye so gaye,
Raat aayi tho hum jaise aawara
Phir nikle raahon mein aaur kho gaye
Phir nikle raahon mein aaur kho gaye
Is gali us gali, is nagar us nagar,
Jaaye bhi tho kaha jaana chahe agar,
O, So gayi hai saari manzile,
O, Sari manzile,
So gaya hai rasta,

So gaya yeh jahan, so gaya aasma
So gaya yeh jahan, so gaya aasma



Kuch meri suno, kuch anpi kaho,
ho paas tho aise, chup naa raho,

hum paas bhi hai, aaur dur bhi hain
aazaad bhi hai, majboor bhi hain

Kyun pyaar ka mausam beet gaya
Kyun humse jamana jeet gaya

Har ghadi mera dil gham ke ghere mein hain
Jindagi dur tak ab andhere mein hain
Andhere mein hain, andhere mein hain,

O So gayi hain saari manzile,
O sari manzile, so gaya hai rasta,

So gaya yeh jahan, so gaya aasma
So gaya yeh jahan, so gaya aasma

Neha77 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 19 years ago
Ek Din Jab Savere Savere
Surmayee Se Andher Ki Chaadar Hataa Ke
Ek Parbat Ke Takiye Se
Sooraj Ne Sar Jo Uthaayaa To Dekhaa
Dil Ki Waadi Mein Chaahat Kaa Mausam Hai
Aur Yaadon Ki Daaliyon Par
Anginat Beete Lamhon Ki Kaliyaan Mahakne Lagi Hain
Ankahi Ansuni Aarzoo
Aadhi Soyee Huyee Aadhi Jaagi Huyee
Aankhein Maltey Huey Dekhti Hai
Lahar Dar Lahar, Mauj Dar Mauj Bahti Huyee Zindagi
Jaise Har Ek Pal Nayee Hai
Aur Phir Bhi Wahi Hai
Haan Wahi Zindagi
Jiske Daaman Mein Koi Mohabbat Bhi Hai
Koi Hasrat Bhi Hai
Paas Aanaa Bhi Hai
Door Jaanaa Bhi Hai
Aur Yeh Ahsaas Hai
Waqt Jharne Saa Bahtaa Huaa Jaa Rahaa Hai Ye Kahtaa Huaa
Dil Ki Vaadi Mein Chaahat Kaa Mausam Hai
Aur Yaadon Ki Daaliyon Par
Anginat Beete Lamahon Ki Kaliyaan Mahakne Lagi Hain

Kyon Hawa Aaj Yun Ga Rahi Hai...(2)
Kyon Fiza Rang Chhalka Rahi Hai
Mere Dil Bata Aaj Hona Hai Kya
Chaandni Din Mein Kyun Chha Rahi Hai
Zindagi Kis Taraf Ja Rahi Hai
Mere Dil Bata Kya Hai Ye Silsila
Kyon Hawa Aaj Yun Ga Rahi Hai,
Ga Rahi Hai, Ga Rahi Hai

( Jahan Tak Bhi Jayein Nigahein
Baraste Hain Jaise Ujale )...(2)
Saji Aaj Kyun Hain Ye Raahein
Khile Phool Kyun Hain Nirale
Khushbuein Kaisi Ye Bah Rahi Hain
Dhadkanein Jane Kya Kah Rahi Hai
Mere Dil Bata Ye Kahani Hai Kya
Kyon Hawa Aaj Yun Ga Rahi Hai,
Ga Rahi Hai, Ga Rahi Hai

( Yeh Kiska Hai Chehra Jise Main
Har Ek Phool Mein Dekhta Hoon )... (2)
Yeh Kiski Hai Aawaz Jisko
Na Sun Ke Bhi Main Sun Raha Hoon
Kaisi Ye Aahtein Aa Rahi Hain
Kaise Ye Khwab Dikhla Rahi Hain
Mere Dil Bata Kaun Hai Aa Raha
Kyon Hawa Aaj Yun Ga Rahi Hai
Ga Rahi Hai, Ga Rahi Hai


Adi''s_GirL thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago
Hey hey oh ho ho ho ho
Hmmm hmmm la la la la la
Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar
Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi
Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi
Meri gali mere ghar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar

Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar
la la la la la la la

Kya kahoon kya pata baat kya ho gayi
Dillagi ye mere saath kya ho gayi hai
Ek ishaara hai ye
Dil pukaara hai ye
Ek ishaara hai ye
Dil pukaara hai ye
Isse chura na nazar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar

Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar
Hey hey ah ha ha ha aa

Hai kaun kya khabar koi to hai magar
Sapnon mein hai kahin aata nahin nazar
Main yahaan vo vahaan
Aa rahi phir yahaan
Main yahaan vo vahaan
Aa rahi phir yahaan
Aawaaz ksiki magar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar

Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar
la la la la la la la

Jispe hum mar mite usko pata bhi nahin
Oh ho jispe hum mar mite usko pata bhi nahin
Kya gila hum karein vo bewafa bhi nahin
Humne jo sun liya usne kaha bhi nahin
Kehde zara soch kar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar
Hey hey ah ha ha ha aa
la la la la la la la

Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar
Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi
Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi
Meri gali mere ghar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar
Hey hey la la la la la
Ho ho hmm hmm hmm hmm hmm

Pyaar kar
Ho ho ho pyaar kar
Pyaar kar
Ho ho ho pyaar kar
Adi''s_GirL thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago
(Jab pyar kiya to na socha na samjha na bujha
jab dil diya toh kaise rahe nazar main koi duja
keh de koi, kitna bhi koi kahe
keh de koi jo kahe main toh bas
ek baat kahunga ) - 2
Hamesha tere saath rahunga - 2

Jab pyar kiya to na socha na samjha na bujha
jab dil diya toh kaise rahe nazar main koi duja
keh de koi, kitna bhi koi kahe
keh de koi jo kahe main toh bas
ek baat kahunga ) - 2
Hamesha tere saath rahunga - 3

dil ne dil se dil hi dil main jo vaada kiya
maine tumse milne ka jo irada kiya
ab toh roke koi, roke yeh sara jahan
roke ruke na yeh chahat main dil ki baat kahunga
Hamesha tere saath rahunga - 2
Jab pyar kiya to na socha na samjha na bujha
jab dil diya toh kaise rahe nazar main koi duja
keh de koi, kitna bhi koi kahe
keh de koi jo kahe main toh bas
ek baat kahunga
Hamesha tere saath rahunga - 4

doori kaisi kaisi doori jab dil pass hain
tu hi chahat tu hi jeene ka ka ehsaas hain
ab tere bin, bin tere dil na lage
ab tere bin dum na lunga main aur ek saans na lunga
Hamesha tere saath rahunga - 2
Jab pyar kiya to na socha na samjha na bujha
jab dil diya toh kaise rahe nazar main koi duja
keh de koi, kitna bhi koi kahe
keh de koi jo kahe main toh bas
ek baat kahunga
Hamesha tere saath rahunga - 10
~Simmi~ thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 19 years ago
nice songs Rashmi.........chand ne kuch kaha is my fav also.
Adi''s_GirL thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago

Originally posted by: sammie12

nice songs Rashmi.........chand ne kuch kaha is my fav
also.



thanks! i i love that song too... DTPH is one of my all time favorites

Related Topics

Music Corner thumbnail

Posted by: LizzieBennet · 5 months ago

Hey music buffs! Do you often wake up with a song/ piece of music in your head that seems hard to shake off and keeps playing in your head like...

Expand ▼
Music Corner thumbnail

Posted by: LizzieBennet · 9 months ago

Calling all vocalists and musicians!! Listening to music nourishes your soul - sure - but singing a song, feeling the lyrics and the emotions...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".