Hum Tumse Mohabbat Karke Sanam,
Duniya Ka Fasana Bhool Gaye
Aankhon Se Teri Ek Jam Piya
Phir Hosh Mein Aana Bhool Gaye
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Tera Nashila Badan
Baahon Ne Chhoda Nahin
Aankhen To Kholi Magar
Sapna Woh Toda Nahin
Haan Wohi Woh Wohi
Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka
Sapna Abhi Hai Wahi
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin