unki taSbeeR ko dil maiN chupaye baithey haiN
Ishq ki daastaan saaRi mehfil suney
ishq dil maiN chupana jaRooRi hai
ishq ehsaaS hai dil ki aawaaz hai
sun ley saaRa zamana jaRooRi nahin
Ishq dil maiN rehega tou ghut jaayega
yuhin taRadpega machlega mit jaayega
ishq ko yun mitana jaRooRi nahiN
Ishq mit-ta nahin hai mehkata hai yeh
ishq shola hai dil main dehkata hai yeh
sabh ka daman jalaNa jaRooRi nahiN
77