Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 17th Oct 2025
GREENE FLAG ⛳
KUJILI STARTED 18.10
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 18th Oct 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai October 17, 2025 EDT
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai October 18, 2025 EDT
i support farhana
Alia and Ranbir to move to their new house - Krishna Raj
Debate between Kareena-Ranbir fans about who's better?
Anupamaa 17 Oct 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Alia channeling Gangubai in this scene from RRKPK!!!
Acha wala gunda
Deja vu ? Do you get Deja vu ?
Mera Armaan toh Green Flag Hai😌✅
Buddhiya Ka Naya Roop
SRK talking about Deepika
Alia and Deepika meet for Pickleball.
🏏India tour of Australia, 2025: Australia vs India, 1st ODI Perth🏏
Zora Releasing On Trimurti Films YouTube Channel
Originally posted by: sweetgurl
my fave song ummmmmm...
Tum Ho Gham Ko Chupaye
Main Hoon Sar Ko Jhukaye
Tum Bhi Chup Ho
Main Bho Chup Hoon
Kaun Kise Samjhaye
Ab Dooriyan Itni Hain To
Milna Yahan Kal Ho Naa Ho
Sach Hai Ke Dil To Dukha Hai
Hamne Magar Socha Hai
Dil Ko Hai Gham Kyon
Aankh Hai Nam Kyon
Hona Hi Tha Jo Hua Hai
Us Baat Ko Jaane Bhi Do
Jiska Nishaan Kal Ho Naa Ho
Har Pal Yahan Je Bhar Jiyo
Jo Hai Sama Kal Ho Naa Ho
Wow!!!! your favrt song is very meaningful....I like the lyrics....Thank u 😊
sweetgurl😊 Thank u very much.
Originally posted by: bal gill
dil ke badle sanam
darde dil le chuke
de chuke de chuke
tujhe dil ye dil
de chuke
I like all the songs of the film..."Kyun ke"
Thanks for the beautiful song...bal gill 😊
kyun ke Itna pyaar tum se
kartein hain hum
kya jaan loge sanam.....and
Dil kahraha hai
tujh se yun rishta jodlun
teri dhadkano ko chu lunn
tera jism odhlun...... are the beautiful and melodious songs of kyun ke
I won't get bored listening to these again and again..but mazaa aata hai😊😊😊
Main to kab se khadi is paar, ye ankhiyaan
Thak gayi panth nihaar, aaja re pardesi
(repeat)
Main diye ki aisi baati, jal na saki jo bujh bhi na paati -2
Aa mil mere jeevan saathi, oh
Aaja re, main to kab se khadi is paar..
Tum sang janam janam ke phere, bhool gaye kyoon saajan mere -2
Tadpat hoon main saanj savere, oh
Aaja re, main to kab se khadi is paar..
Main nadiya phir bhi main pyaasi, bhed ye gehra baat zaraa si -2
Bin tere har baat udaasi, oh
Aaja re, main to kab se khadi is paar..
Wow!! old is gold....nice song...nice lyrics....golden voice..thanks kuljit😊
Originally posted by: winnie_pooh
bade achchhe lagate hai
ye dharatee, ye nadiyaan, ye rainaa aaur tum
hum tum kitane paas hai, kitane door hain chaand sitaare
sach poochho to man ko zoothhe lagate hain ye saare
magar sachche lagate hai, ye dharatee...
tum in sab ko chhod ke kaise kal subah jaaogee
mere saath inhe bhee to tum yaad bahot aaogee
bade achchhe lagate hain ...
dont know which movie, an old song ..
yeah...I too heard this song winnie pooh....nice meaningful golden old songs...thankzzzzzzzzzz😊
Originally posted by: winnie_pooh
Kehna hai kehna hai
Kehna hai kehna hai aaj tumse yeh pehli baar
Ho tum hi to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar
Tum se kehne waali aur bhi hai pyaari baatein
Saamne sab ke bolo kaise keh doon saari baatein
Aaj magar bas itna hi karna hai ikraar
Tum hi to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar
Kab se dil ne mere maan liya hai tumko apna
Aankhen meri dekh rahi hai jaagte sochte sapna
Mere gale mein daal rahi ho tum baahon ka haar
Tum hi to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar
Kehna hai kehna hai
Wow!! yes this also I heard....kishore kumar's golden voice..thanku
winnie pooh😊 I am surprised to know that u have a very nice collection
of kishore kumar's old songs..every time u post an old song happens to be the great voice of kishoreji.....thankssssssss😊
Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
(Ah, ah, ah...)
Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
(Ah ah ah...)
Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi
Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi
Teri hi dum se hogi
Dil ki murad puri
Tere bagher jaanam
Hai zindagi adhoori
Ae mere haseen
Ab na jaa kahin
Aa meri zindagi
(Ah ah ah...)
Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi
Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi
Yeh jaankar balamji
Thaami hain teri baahein
Sehni parengi sabki
Kaanton bhari nighahein (2)
Sub sehenge hum
Aur hasenge hum
Aa meri zindagi
(La la la la la la)
Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi
Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi
Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
(Ah, ah, ah...)
Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
(Ah ah ah...)
Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi
Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi...
Wow!!!!! very beautiful song reema....sunne ko baar baar mann karta hai
your favrts are unique....thanks again😊
Jaane kyun log pyaar karte hain
Jaane kyun woh kisi pe marte hain
Jaane kyun log pyaar karte hain
Jaane kyun woh kisi pe marte hain
Jaane kyun, jaane kyun
Jaane kyun, jaane kyun, jaane kyun
Pyaar mein
Sochiye to bas gham hai
Pyaar mein
Jo sitam bhi woh kam hai
Pyaar mein
Sir jhukaana par tha hai
Dard mein muskuraana par tha hai
Zeher kyun zindagi mein bhar te hain
Jaane kyun log pyaar karte hain
Jaane kyun, jaane kyun
Jaane kyun, jaane kyun, jaane kyun...
Pyaar bin jeene mein
Rakha kya hai
Pyaar jisko nahin woh
Tanha hai (2)
Pyaar sau rang leke aata hai
Pyaar hi zindagi sajaata hai
Log chup chup ke pyaar karte hain
Jaane kyun saaf kehte dar te hain
Jaane kyun, jaane kyun
Jaane kyun, jaane kyun, jaane kyun
Pyaar bekaar ki musibat hai
Pyaar har tarha khoobsurat hai
Oh...pyaar se hum door hi ache
Arre pyaar ke sab roop hain sache
Oh...pyaar ke dhaap jo uthar the hain
Doobte hain na woh ubhar te hain
Jaane kyun, (jaane kyun)
Pyaar to har sab hi karte hain
Jaane kyun aap hi mukarte hain
Jaane kyun, jaane kyun
Jaane kyun, jaane kyun, jaane kyun
what a song....what a lyrics......a very romantic dard bhara song....nice one..thanksssssssssssssssss....Reema..😊
Hey music buffs! Do you often wake up with a song/ piece of music in your head that seems hard to shake off and keeps playing in your head like...
Calling all vocalists and musicians!! Listening to music nourishes your soul - sure - but singing a song, feeling the lyrics and the emotions...
90