SING A SONG - Page 97

Created

Last reply

Replies

9.6k

Views

377k

Users

117

Frequent Posters

kuljit thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
its from MADHUMATI(old movie) year 1958
BY: LATA MANGESHKAR
syrene thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
bade achchhe lagate hai
ye dharatee, ye nadiyaan, ye rainaa aaur tum

hum tum kitane paas hai, kitane door hain chaand sitaare
sach poochho to man ko zoothhe lagate hain ye saare
magar sachche lagate hai, ye dharatee...

tum in sab ko chhod ke kaise kal subah jaaogee
mere saath inhe bhee to tum yaad bahot aaogee
bade achchhe lagate hain ...


dont know which movie, an old song ..
syrene thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
Kehna hai kehna hai
Kehna hai kehna hai aaj tumse yeh pehli baar
Ho tum hi to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar

Tum se kehne waali aur bhi hai pyaari baatein
Saamne sab ke bolo kaise keh doon saari baatein
Aaj magar bas itna hi karna hai ikraar
Tum hi to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar

Kab se dil ne mere maan liya hai tumko apna
Aankhen meri dekh rahi hai jaagte sochte sapna
Mere gale mein daal rahi ho tum baahon ka haar
Tum hi to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar
Kehna hai kehna hai
bal gill thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 19 years ago
Mausam bhi yaar hai gulshan gharbaar hai
Barkha ka saath hai aisi saugaath hai
Ab jaaye kab aaye kaise bolo
Jinke saath dil lagta hai, unke saath holo
Jaana kahan tha humko, kahan hum chal diye
Choti choti hasraton mein hum dhul mil gaye
Soch ke kya nikle the yeh kya hum kar gaye
Jo kehte woh na karte na in mein reh gaye
Rab yeh jaane ab kya hoga rastha hai mushkil
Kis chourahe pe khade hai yaar
Reema_J thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
Jaa re jaa...
Jaa re jaa...
Oh jaa re jaa
Oh harjaayi
Dekhi teri dildaari
Dil dekar main kar behti
Dil ke dushman se yaari
Tujhko aankhon mein bharke-ke-ke...
Haan tujhko aankhon bharke
Margayi mein tujhpe marke
Pathar ki pooja karke
Haari mein haari

Jaa re jaa...
Oh jaa re jaa
Oh harjaayi
Dekhi teri dildaari
Dil dekar main kar behti
Dil ke dushman se yaari

Tere peeche
Aankhen neeche
Chaldi mein deewani
Haye, chod ke duniya saari
Logo ne kitna samjhaya
Maine ek na maani
Meri, mat gayi deewani
Yun na koi mare...
Yun na koi mare
Rabba kher kare
Oh hasi hasi mein pasgayi
Main to bechaari...

Jaa re jaa...
Oh jaa re jaa
Oh harjaayi
Dekhi teri dildaari
Dil dekar main kar behti
Dil ke dushman se yaari

Bin soche bin jaane
Maine aure oh deewane
Maine chaap diya jeevan ka
Jaise khushboo nazar na aaye
Rang chua na jaaye
Waise jaan sakhi na tere mann ko
Phir bhi chaaha tujhe...
Phir bhi chaaha tujhe
Tu na samjha mujhe
Oh banke paheli rahegi
Preet humaari...

Jaa re jaa...
Oh jaa re jaa
Oh harjaayi
Dekhi teri dildaari
Dil dekar main kar behti
Dil ke dushman se yaari
Tujhko aankhon mein bharke-ke-ke...
Haan tujhko aankhon bharke
Margayi mein tujhpe marke
Pathar ki pooja karke
Haari mein haari

Jaa re jaa...
Oh jaa re jaa
Dekhi teri dildaari
Dil dekar main kar behti
Dil ke dushman se yaari...


Reema_J thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
(Ah, ah, ah...)

Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
(Ah ah ah...)

Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi
Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi

Teri hi dum se hogi
Dil ki murad puri
Tere bagher jaanam
Hai zindagi adhoori
Ae mere haseen
Ab na jaa kahin
Aa meri zindagi

(Ah ah ah...)
Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi
Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi

Yeh jaankar balamji
Thaami hain teri baahein
Sehni parengi sabki
Kaanton bhari nighahein (2)

Sub sehenge hum
Aur hasenge hum
Aa meri zindagi

(La la la la la la)
Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi
Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi

Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
(Ah, ah, ah...)

Bin tere sanam
Mar mitenge hum
Aa meri zindagi
(Ah ah ah...)

Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi
Aana hi para sajna
Zalim hai dil ki lagi...

Reema_J thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
Here's another favorite! 😃

Har taraf rawaan
Aapka hi nasha
Chu gayi dil ko
Aapki har ada

Ban jaiye
Ban jaiye
Is dil ke mehmaan
Ban jaiye
Is dil ke mehmaan
Mehmaan ban jaiye
Ban jaiye
In saanson ke armaan
Armaan ban jaiye
(Hey, hey, hey, hey, hey...)

Ban jaiye
Is dil ke mehmaan
Mehmaan ban jaiye
Ban jaiye
In saanson ke armaan
Armaan ban jaiye
Ban jaiye
Is dil ke mehmaan
Mehmaan ban jaiye
(Oh, oh, oh, oh, oh, oh..........)


Dheemi dheemi pyaasi rawaani rehti hai
Palko mein teri kahaani rehti hai

Ked nazaron mein
Teri tasveer hai
Tere lafzon ka fasaana par tha hoon
Bas tera hi chehra rozaana par tha hoon
Par tha hoon, par tha hoon
Ban jaiye
Meri chaahat ka naghma
Naghma ban jaiye
Ban jaiye
Is dil ke mehmaan
Mehmaan ban jaiye

Teri hi tamanna ragho mein bhar li hai
Zindagi bhi tere hawaale kar di hai

Chal rahi dhadkan
Sirf tere liye

Oh...khamoshi se teri hi
Baatein karti hoon
Teri aarzoo mein main jeeti marti hoon
Jeeti hoon, marti hoon
Ban jaiye
Mere jesbon ka tufaan
Tufaan ban jaiye
Ban jaiye
Is dil ke mehmaan
Mehmaan ban jaiye
Ban jaiye
In saanson ke armaan
Armaan ban jaiye
Ban jaiye
Is dil ke mehmaan
Mehmaan ban jaiye
(Oh, oh, oh, oh, oh, oh..........)
Reema_J thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
Dil, dil, dil bekhabar
Sun, sun dil ki sada
Oh...dil, dil chup hai magar
Dil, dil, maange dua...

Ahista ahista
Yeh dil mein aaiye
Ahista ahista
Yeh dil chu jaiye
Ahista ahista
Yeh dil mein aaiye
Ahista ahista
Yeh dil chu jaiye
Mere dil ke dard ki
Dava de jaiye...

Ahista ahista
Yeh dil mein aaiye
Ahista ahista
Yeh dil chu jaiye
Ahista ahista
Yeh dil mein aaiye
Ahista ahista
Yeh dil chu jaiye
Mere dil ke dard ki
Dava de jaiye...
Ahista ahista
Yeh dil mein aaiye
Ahista ahista
Yeh dil chu jaiye...

Nighahein bani hain
Dil ki zubaan
Ab to samajh lo yeh ishaare
Chupi dhadkano mein
Meri dastaan
Ab to samajh lo yeh ishaare
Aapke ishq mein
Meheke jaa rehein
Yeh mere jism jaan
Ahista ahista
Yeh dil mein aaiye
Ahista ahista
Yeh dil chu jaiye

Oh...
Dil, dil, dil bekhabar
Oh, sun, sun dil ki sada
Dil, dil chup hai magar
Oh, dil, dil, maange dua...

Mohabbat ke lamhe
Pirota hai dil
Aapke yaadon ke sahaare
Khayalon mein khud ko
Dubota hai dil
Aapke yaadon ke sahaare
Aap se dilagi
Bani dil ki lagi
Oh mere rehnumaa...
Ahista ahista
Yeh dil mein aaiye
Ahista ahista
Yeh dil chu jaiye...

Mere dil ke dard ki
Dava de jaiye
Ahista ahista
Yeh dil mein aaiye
Ahista ahista
Yeh dil chu jaiye
Ahista ahista
Yeh dil mein aaiye
Ahista ahista
Yeh dil chu jaiye

Dil, dil, dil bekhabar
Sun, sun dil ki sada
Oh...dil, dil chup hai magar
Dil, dil, maange dua...



Reema_J thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
Jaane kyun log pyaar karte hain
Jaane kyun woh kisi pe marte hain
Jaane kyun log pyaar karte hain
Jaane kyun woh kisi pe marte hain
Jaane kyun, jaane kyun
Jaane kyun, jaane kyun, jaane kyun

Pyaar mein
Sochiye to bas gham hai
Pyaar mein
Jo sitam bhi woh kam hai
Pyaar mein
Sir jhukaana par tha hai
Dard mein muskuraana par tha hai
Zeher kyun zindagi mein bhar te hain
Jaane kyun log pyaar karte hain
Jaane kyun, jaane kyun
Jaane kyun, jaane kyun, jaane kyun...

Pyaar bin jeene mein
Rakha kya hai
Pyaar jisko nahin woh
Tanha hai (2)
Pyaar sau rang leke aata hai
Pyaar hi zindagi sajaata hai
Log chup chup ke pyaar karte hain
Jaane kyun saaf kehte dar te hain
Jaane kyun, jaane kyun
Jaane kyun, jaane kyun, jaane kyun

Pyaar bekaar ki musibat hai

Pyaar har tarha khoobsurat hai

Oh...pyaar se hum door hi ache

Arre pyaar ke sab roop hain sache

Oh...pyaar ke dhaap jo uthar the hain
Doobte hain na woh ubhar te hain
Jaane kyun, (jaane kyun)

Pyaar to har sab hi karte hain
Jaane kyun aap hi mukarte hain
Jaane kyun, jaane kyun

Jaane kyun, jaane kyun, jaane kyun




Reema_J thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
Manne saath samandar dhol gaya
Jo tu aankhon se bhol gaya
Oh, oh, oh, oh...
Manne saath samandar dhol gaya
Jo tu aankhon se bhol gaya
Le teri ho gayi yaar
Sajna ve sajna
Oh...sajna mere yaar
Sajna ve sajna

Jo saath samandar dhol gaya
Tere pyaar mein yeh bin bhol gaya
Jo saath samandar dhol gaya
Tere pyaar mein yeh bin bhol gaya
Le teri ho gayi yaar
Sajna ve sajna
Oh...sajna mere yaar
Sajna ve sajna

(Tujhe) bhar loon apni aankhon mein
In aankhon ko mein kholoon na
Kholoon apni baaton mein
Phir is duniya se boloon na (2)

Main dekhoon, main baat karoon
Tere saath jiyoon, tere saath maroon...(2)
Le teri ho gayi yaar
Sajna ve sajna
Oh...sajna mere yaar
Sajna...

(Tu) aur kisi ka na hona
Main jeete ji mar jaoongi
Tere khatir duniya se
Ab tanha hi lar jaoongi (2)

Maine tujhko kaha piya
Yeh tan mann tere naam kiya... (2)
Le teri ho gayi yaar
Sajna...
Oh...sajna mere yaar
Sajna ve sajna

Manne saath samandar dhol gaya
Jo tu aankhon se bhol gaya
Oh, oh, oh, oh...
Manne saath samandar dhol gaya
Jo tu aankhon se bhol gaya
Le teri ho gayi yaar
Sajna ve sajna
Oh...sajna mere yaar
Sajna ve sajna

Oh...sajna, sajna, sajna.....


Related Topics

Music Corner thumbnail

Posted by: LizzieBennet · 6 months ago

Hey music buffs! Do you often wake up with a song/ piece of music in your head that seems hard to shake off and keeps playing in your head like...

Expand ▼
Music Corner thumbnail

Posted by: LizzieBennet · 9 months ago

Calling all vocalists and musicians!! Listening to music nourishes your soul - sure - but singing a song, feeling the lyrics and the emotions...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".