sajan ghar aana tha
sajan ghar aaye hain
sajan ghar aana tha
sajan ghar aaye hain
piya man bhana tha
piya man bhaye hain
har khushi hai ab tumhari mujhe dedo ghum
jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman
sajan ghar aana tha
sajan ghar aaye tum
piya man bhana tha
piya man bhaye tum
har khushi hai ab tumhari mujhe dedo ghum
jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman
zindagi mein aaye tum chahton ke raste
ho..zindagi mein aaye tum chahton ke raste
kaash yeh raste sanam kat jaayein haste haste
sone dildara tere pyaar ton main vaari aah
meriyan duyavan tenu lag jaan sariyan
chand ho tum chandani se bheega jaaye man
jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman
khabon ke is ghar ki kher karin oh rabba
khabon ke is ghar ki kher karin oh rabba
dur tale kalesh aur gair karin oh rabba(
nazon se badi maine karin hain tariaryina
din raat pyaar diyan nazaran utariyan
yeh mohabbat hai ibadat kabhi ho na kam
jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman
aaghosh mein meri zulf sawaron teri
chahat ke rango se mein maang saja doon teri
mahiya ve aaj menu aivenkyun eh lagda
aashiq je sacha hove ropp hova rab da
hum yahan hain tum yahan ho hone do milan
jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman
hmm...jaaneman jaaneman
i like this song......shreya sings it really well😊
77